| [00:56.27] |
Parbaton pe baadlon kee zulf khul gayi |
| [01:05.90] |
Os jagamagaai, shaakh-shaakh dhul gayi |
| [01:15.75] |
Jaage nazare, jaagin bahaaren, jaage zameen-aasamaan |
| [01:24.54] |
Aur hum-tum, aur hum-tum, aur hum-tum |
| [01:32.65] |
Thandi hawaayen, ujaleen fizaayein, mahakaa hua ye samaan |
| [01:41.77] |
Aur hum-tum, aur hum-tum, aur hum-tum |
| [01:49.77] |
Gaata hai mausam, gaate hain panchi, gaati hain ye vaadiyaan |
| [01:58.74] |
Aur hum-tum, aur hum-tum, aur hum-tum |
| [02:06.92] |
|
| [02:36.17] |
Phool ko koyi kiran jo chuumane lagee |
| [02:45.67] |
Zindagi bahaar ban ke jhuumane lagee |
| [02:55.58] |
Phool ko koyi kiran jo chuumane lagee |
| [03:05.03] |
Zindagi bahaar ban ke jhuumane lagee |
| [03:14.83] |
Raahoon mein rangon aur khushabuon ke nikale haseen kaaravaan |
| [03:23.98] |
Aur hum-tum, aur hum-tum, aur hum-tum |
| [03:32.06] |
Thandi hawaayen, ujaleen fizaayein, mahakaa hua ye samaan |
| [03:40.92] |
Aur hum-tum, aur hum-tum, aur hum-tum |
| [03:49.29] |
|
| [04:35.37] |
Ho gayi hai reshmi ye narm roshni |
| [04:44.92] |
Saans mein ghulaa hua hai geet sa koyi |
| [04:54.87] |
Ho gayi hai reshmi ye narm roshni |
| [05:04.60] |
Saans mein ghulaa hua hai geet sa koyi |
| [05:14.37] |
Khoin dishaaen, khoi hain raahen, khoe hain saare nishaan |
| [05:23.23] |
Aur hum-tum, aur hum-tum, aur hum-tum |
| [05:31.26] |
Thandi hawaayen, ujaleen fizaayein, mahakaa hua ye samaan |
| [05:40.26] |
Aur hum-tum, aur hum-tum, aur hum-tum |
| [05:48.21] |
Gaata hai mausam, gaate hain panchi, gaati hain ye vaadiyaan |
| [05:57.59] |
Aur hum-tum, aur hum-tum, aur hum-tum |
| [06:05.83] |
|