Lehrein

Lehrein Lyrics

Song Lehrein
Artist Nikhil D'Souza
Artist Anusha Mani
Artist YoungStar
Album Aisha
Download Image LRC TXT
[00:31.96] Khoyi khoyi si hoon main
[00:38.46] Kyun yeh dil ka haal hai
[00:44.65] Dhundli saari khwaab hai
[00:50.56] Ulja har khayaal hai
[00:56.32] Saari kaliyan murja gayi
[01:01.49] Rang unke yaadon mein reh gaye
[01:10.13] Saare gharaande reet ke
[01:14.45] Lehrein aayi, lehron mein beh gayi
[01:20.93]
[01:46.14] Raah mein kal kitni chirag the
[01:52.88] Saamne kal phoolon ki bhaag thi
[01:58.63] Kis se kahun kaun hai jo sune
[02:04.42] Kaante hi kyun maine hai chune
[02:10.54] Sapne mere kyun hai kho gaye
[02:16.91] Jaage hai kyun dil mein gumm mere
[02:25.18] Saare kaliyan murja gayi
[02:30.98] Rang unke yaadon mein beh gaye
[02:38.52] Saare gharaande reet ke
[02:43.23] Lehrein aayi, lehron mein beh gayi
[02:50.22]
[03:03.42] Na na na .
[03:40.21] Kya kahun kyun yeh dil udaas hai
[03:46.49] Ab koi door hai na paas hai
[03:52.41] Choo le jo dil woh baatein ab kahan
[03:58.53] Woh din kahan raatein ab kahan
[04:04.67] Jo bhi dhakhal hai ab khawab sa
[04:10.75] Ab dil mera hai betaab sa
[04:19.52] Saari kaliyan murja gayi
[04:25.02] Rang unke yaadon mein beh gaye
[04:32.58] Saare gharaande reet ke
[04:37.29] Lehrein aayi, lehron mein beh gayi, beh gaye
[04:47.80]
Lehrein Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)