[00:31.96] Khoyi khoyi si hoon main [00:38.46] Kyun yeh dil ka haal hai [00:44.65] Dhundli saari khwaab hai [00:50.56] Ulja har khayaal hai [00:56.32] Saari kaliyan murja gayi [01:01.49] Rang unke yaadon mein reh gaye [01:10.13] Saare gharaande reet ke [01:14.45] Lehrein aayi, lehron mein beh gayi [01:20.93] [01:46.14] Raah mein kal kitni chirag the [01:52.88] Saamne kal phoolon ki bhaag thi [01:58.63] Kis se kahun kaun hai jo sune [02:04.42] Kaante hi kyun maine hai chune [02:10.54] Sapne mere kyun hai kho gaye [02:16.91] Jaage hai kyun dil mein gumm mere [02:25.18] Saare kaliyan murja gayi [02:30.98] Rang unke yaadon mein beh gaye [02:38.52] Saare gharaande reet ke [02:43.23] Lehrein aayi, lehron mein beh gayi [02:50.22] [03:03.42] Na na na . [03:40.21] Kya kahun kyun yeh dil udaas hai [03:46.49] Ab koi door hai na paas hai [03:52.41] Choo le jo dil woh baatein ab kahan [03:58.53] Woh din kahan raatein ab kahan [04:04.67] Jo bhi dhakhal hai ab khawab sa [04:10.75] Ab dil mera hai betaab sa [04:19.52] Saari kaliyan murja gayi [04:25.02] Rang unke yaadon mein beh gaye [04:32.58] Saare gharaande reet ke [04:37.29] Lehrein aayi, lehron mein beh gayi, beh gaye [04:47.80]