Gulcharrey

Gulcharrey Lyrics

Song Gulcharrey
Artist Benny
Artist YoungStar
Album Bewakoofiyaan (Original Motion Picture Soundtrack)
Download Image LRC TXT
[00:18.75] Aye, fikron ki poonchon pe hai, patakhon ki ladi
[00:22.36] Fitrat patang jaisi, aawara hai badi
[00:25.51] Hum mein toh hi hai bacchu, auqaat enth ki
[00:29.28] Pango se pange le lein, dikhaayein hekdi
[00:33.17] Saare chichoron ko, hum hi sikhaate hain
[00:37.09] Aishon ki kunji, likhate padhaate
[00:40.41] Noton ki baarish hai, Sikke phuwaare hain
[00:44.40] Bheega hai saara jahaan...
[00:47.82] Jebon mein bhare gulcharrey
[00:52.59] Raeesi kare gulcharrey
[00:55.86] Show-shaa se bhare gulcharrey
[00:59.42] Tadi se ude gulcharrey
[01:03.33] Ude gulcharrey...
[01:23.05] Aye, sapno ke poster wah bhai din me bhi dikhte hain
[01:26.90] Satrangi packeton mein market mein bikte hain
[01:30.31] Apna bas chale toh bhaari si sale pe
[01:33.94] Chanda taare na chhode
[01:36.20] Woh bhi khareed lein
[01:37.64] Betuki baaton ki, tuk hum bana lenge
[01:41.52] Hum toh jee bhai gham bhi khilli uda lenge
[01:44.97] Hum na akele hain
[01:47.31] Apni ye saazish mein shaamil hai saara jahaan
[01:52.63] Jebon mein bhare gulcharrey
[01:56.92] Raeesi kare gulcharrey
[02:00.73] Show-shaa se bhare gulchare
[02:04.21] Tadi se ude gulcharre
[02:07.74] Ude gulcharrey...
[02:43.08] Kal ki hum abhi soche kyun
[02:45.60] Jeene ko yeh pal kaafi hai
[02:49.38] Jo din hai humne dekha nahi
[02:52.98] Uspe hum kyun bharosa karein
[02:56.65] Sabhi ko chhodo sab chutki mein milta hai
[03:01.04] Noodle ke jaise sab minton mein pakta hai
[03:04.69] Dum bhar ki khushiyaan hain
[03:07.44] Pal bhar mein milti hain
[03:08.41] Maang ke dekho zaraa...
[03:12.89] Jebon mein bhare gulcharrey
[03:16.55] Raeesi kare gulcharrey
[03:20.12] Show-sha se bhare gulchare
[03:23.82] Tadi se ude gulcharre
[03:27.24] Ude gulcharrey...
[03:31.68]
Gulcharrey Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)