[00:18.75] Aye, fikron ki poonchon pe hai, patakhon ki ladi [00:22.36] Fitrat patang jaisi, aawara hai badi [00:25.51] Hum mein toh hi hai bacchu, auqaat enth ki [00:29.28] Pango se pange le lein, dikhaayein hekdi [00:33.17] Saare chichoron ko, hum hi sikhaate hain [00:37.09] Aishon ki kunji, likhate padhaate [00:40.41] Noton ki baarish hai, Sikke phuwaare hain [00:44.40] Bheega hai saara jahaan... [00:47.82] Jebon mein bhare gulcharrey [00:52.59] Raeesi kare gulcharrey [00:55.86] Show-shaa se bhare gulcharrey [00:59.42] Tadi se ude gulcharrey [01:03.33] Ude gulcharrey... [01:23.05] Aye, sapno ke poster wah bhai din me bhi dikhte hain [01:26.90] Satrangi packeton mein market mein bikte hain [01:30.31] Apna bas chale toh bhaari si sale pe [01:33.94] Chanda taare na chhode [01:36.20] Woh bhi khareed lein [01:37.64] Betuki baaton ki, tuk hum bana lenge [01:41.52] Hum toh jee bhai gham bhi khilli uda lenge [01:44.97] Hum na akele hain [01:47.31] Apni ye saazish mein shaamil hai saara jahaan [01:52.63] Jebon mein bhare gulcharrey [01:56.92] Raeesi kare gulcharrey [02:00.73] Show-shaa se bhare gulchare [02:04.21] Tadi se ude gulcharre [02:07.74] Ude gulcharrey... [02:43.08] Kal ki hum abhi soche kyun [02:45.60] Jeene ko yeh pal kaafi hai [02:49.38] Jo din hai humne dekha nahi [02:52.98] Uspe hum kyun bharosa karein [02:56.65] Sabhi ko chhodo sab chutki mein milta hai [03:01.04] Noodle ke jaise sab minton mein pakta hai [03:04.69] Dum bhar ki khushiyaan hain [03:07.44] Pal bhar mein milti hain [03:08.41] Maang ke dekho zaraa... [03:12.89] Jebon mein bhare gulcharrey [03:16.55] Raeesi kare gulcharrey [03:20.12] Show-sha se bhare gulchare [03:23.82] Tadi se ude gulcharre [03:27.24] Ude gulcharrey... [03:31.68]