| 作曲 : Kuntal De/Santhanam Srinivasan | |
| 作词 : Santhanam Srinivasan | |
| Amai dubaili re | |
| Amai bhashaili re | |
| Okool dauriaar boojhi kool naai re | |
| Talaash me teri imaaratein uchi | |
| Jo chaand ko chune koshish | |
| Paigam kuch aisa havaaon mein | |
| Syahi badalon se barse bhi ashken toh moti sa, | |
| Dhalne ko raat kai tute khwabon ke taare | |
| Kinare Kinare armaan naye se | |
| ye zakhm-e-nazaara hai kismat ka | |
| Jo is fakir se dil ko araam nahi | |
| Kis muqaam pe pahucha main aakhir | |
| Makaane khayalon ki ho jaate khali | |
| Thikane afasaanon ke jau mai bhool | |
| par aakhon mein roshni chubhe tumhari | |
| Aur Khamoshiyan bhi rang-e-bahar bewajah | |
| Bimaar ko mile karaar tere se | |
| Yu Bam-e-falak se azaad hoke | |
| mere gulshan mein nazm-e-hayat khilte dekh | |
| Janaza uthau main patjhad ke patton ka | |
| (Kyuki) Andaaza na manzil-fareb ka parindo ko | |
| (jisne) Nawaaza hai ziddipana meri kashti par | |
| us dhadaktey samundar ka chehra ho tum | |
| Jo Basera ho zulfon mein palqon mai choom | |
| mushairon ke mehfil mein ghazle sunoon main | |
| Apnau mohabbat ko qissa purana | |
| Bichadna naseeb to bhir aashikana | |
| Aye Saaqi tere saadgi mein sukoon mile mujhe | |
| Dhoop sa badi door se bahon mein tere | |
| Rooh ka ye suroor bayaan karu tujhe | |
| Doobta mehsoos na saason huey tere | |
| Chooke na ye fitoor kasoor kya mera | |
| Bhule na kabhi bhool tu ishq ye mera | |
| Surat-e-khursheed hain tu hi dawa | |
| mere moorat-e-marz ko arth diya ek | |
| Beshaq beshart diya | |
| Aur arz kiya hai janaab | |
| Mehmaan ko khaali haath na bhejieye | |
| Umr bharose hum nahi | |
| Zara nigaah e shauq se dekhieye | |
| toh Tere nazar ka tohfa kum nahi | |
| Hum mareez asiir - e - ishq - e maraz | |
| Kishton ko bhar, rishton ke bal | |
| Tinko se hal, drishyon me ab | |
| Bechargi bhi lage umda jaam sahi | |
| Barkarar charaag-e-ziist ki lau | |
| Awaaz e shikast ka naam nahi | |
| Amai dubaili re | |
| Amai bhashaili re | |
| Okool dauriaar boojhi kool naai re | |
| Pighalte waqt ke barfile pathar | |
| Sang e mar mar sa chamke ban kar | |
| Band kamre yaadon ke manzar | |
| Tasveer sa ubhar ke dastak doon | |
| Pushpak sa pustak me tere | |
| aksharo se guftagoo mai aksar | |
| fursat mile kuch pal, | |
| Teri qurbat mein shagufta gulab banu | |
| Filhaal samhaaley huey hain | |
| Diidaar unke mere zulmat mein | |
| Kya cheene meri ulfat ko koi | |
| Bas khamakha prashn uthaate hain | |
| Aate aur jaate khaaton mein lakh dikhaavebazi | |
| Yu pase palate taaki mazaak bane udaasi | |
| ab khaasu so toh aatish baazi | |
| Aur aakhon mein paalu andhi | |
| Jab tujh se hi meri duniya toh | |
| Tujh se duniyadari hain | |
| zahmatein sehne ko seh lunga | |
| sabr e samiim ke sagar mein tairu haa | |
| Jabki bhatakne ko mere hai raaste kai | |
| Bas tu lehro ko tere na mujhse kar mahruum (uh) | |
| Pahado ne mujhse kaha ki ye kalyug hai | |
| Par tujhse hi meri umiidii ka satyug hai | |
| Haq se guzaarti hai nadiyan chattano ko kaat ke | |
| us kaid bahaav ki karigari mein junoon | |
| Main boodon ki goonj mein gungunau gau | |
| muthi ke jugnu fizaao ko latau | |
| Aakhon se mere tu na reh poshiida | |
| hai mujhko zaroorat bas teri hi chaav ki | |
| Htar padhaav har chaadav | |
| Hadbada kar ladakhadau | |
| Ab batao tum | |
| Bin tere main sirphira | |
| main sirf gira ye sisila chala | |
| Bachao tum | |
| Hava-e-shab Ab aye kab | |
| Ada-e-husn ke husn e ada mein bas tu | |
| Dua karu juda na ho | |
| tu aashram | |
| ek aashiyana aur hum tum | |
| Kavi ko mere kabhi kisi prerna ki der na ho, ped shaakon men phal tera amrit, | |
| tu hi meri manzil | |
| tu hi meri Urdu | |
| mera sanskrit |
| zuo qu : Kuntal De Santhanam Srinivasan | |
| zuo ci : Santhanam Srinivasan | |
| Amai dubaili re | |
| Amai bhashaili re | |
| Okool dauriaar boojhi kool naai re | |
| Talaash me teri imaaratein uchi | |
| Jo chaand ko chune koshish | |
| Paigam kuch aisa havaaon mein | |
| Syahi badalon se barse bhi ashken toh moti sa, | |
| Dhalne ko raat kai tute khwabon ke taare | |
| Kinare Kinare armaan naye se | |
| ye zakhm-e-nazaara hai kismat ka | |
| Jo is fakir se dil ko araam nahi | |
| Kis muqaam pe pahucha main aakhir | |
| Makaane khayalon ki ho jaate khali | |
| Thikane afasaanon ke jau mai bhool | |
| par aakhon mein roshni chubhe tumhari | |
| Aur Khamoshiyan bhi rang-e-bahar bewajah | |
| Bimaar ko mile karaar tere se | |
| Yu Bam-e-falak se azaad hoke | |
| mere gulshan mein nazm-e-hayat khilte dekh | |
| Janaza uthau main patjhad ke patton ka | |
| Kyuki Andaaza na manzil-fareb ka parindo ko | |
| jisne Nawaaza hai ziddipana meri kashti par | |

| Bas tu lehro ko tere na mujhse kar mahruum uh | |
| Pahado ne mujhse kaha ki ye kalyug hai | |
| Par tujhse hi meri umiidii ka satyug hai | |
| Haq se guzaarti hai nadiyan chattano ko kaat ke | |
| us kaid bahaav ki karigari mein junoon | |
| Main boodon ki goonj mein gungunau gau | |
| muthi ke jugnu fizaao ko latau | |
| Aakhon se mere tu na reh poshiida | |
| hai mujhko zaroorat bas teri hi chaav ki | |
| Htar padhaav har chaadav | |
| Hadbada kar ladakhadau | |
| Ab batao tum | |
| Bin tere main sirphira | |
| main sirf gira ye sisila chala | |
| Bachao tum | |
| Hava-e-shab Ab aye kab | |
| Ada-e-husn ke husn e ada mein bas tu | |
| Dua karu juda na ho | |
| tu aashram | |
| ek aashiyana aur hum tum | |
| Kavi ko mere kabhi kisi prerna ki der na ho, ped shaakon men phal tera amrit, | |
| tu hi meri manzil | |
| tu hi meri Urdu | |
| mera sanskrit |
| zuò qǔ : Kuntal De Santhanam Srinivasan | |
| zuò cí : Santhanam Srinivasan | |