| 作词 : Narci | |
| 作曲 : Maniac | |
| Mehnat hi ki maine chala hoon kaanton pe | |
| Struggle dikhe tabhi to baaton mein | |
| Shayari bana di hai maine hai halaat | |
| Ghalib banaya hai jab se halaaton ne | |
| bacchon ke beech, jaise tha cheel | |
| Wo they naadan, main tha wazeer | |
| Poochoge 'gar mujhe meri aukaat | |
| Tarkash mein maine rakha Brahmashirsha | |
| Baatein bhi gehri main kitni kahun? | |
| Syaahi hai gaadhi ya mera lahu? | |
| Dil hai nafees, fitrat ghamandi | |
| Sabko jhuka doon ya jhuk ke rahun? | |
| Chalti kalam mein hi mera sukoon | |
| Lafzon mein dooba hai mera junoon | |
| Nikle ehsaas Maniac ki beat pe | |
| Jaise jism se behta lahu | |
| Tukde salamat hai dil maana toota hai | |
| Shayar ka hasta ye chehra bhi jhoota | |
| Peeche hai vaar, laakho sitam | |
| Dekhonge khanjar ya pehle zakhm? | |
| Pehle rakm tai hoti rishton ki | |
| Bikna zameer kehte hai isko hi | |
| Baatein kare hum khud se kabhi | |
| Chupke se aankhein bhi bhar li kabhi | |
| Akela lada main to halaaton se | |
| Maangi na maine tassali kabhi | |
| Kitno ne dekha jo maine saha? | |
| Tum they kya haazir bolo wahan? | |
| Kaise bina jaane mujhe | |
| Meri kahani karoge bayaan? (x2) | |
| Unkahi baaton ka kya hai pata? | |
| Pehle apni kahani se parda hata | |
| Baatein banaatein jo peeche khade | |
| Mere ghar ke halaaton ka kya hai pata? | |
| Sil bhi kameena tikta nahi | |
| Mazboori mein jeena bikta nahi | |
| Dikhta hai sabko haathon mein jaam | |
| Par behta paseena ye dikhta nahi | |
| Shayar ka naam mitata nahi | |
| Pancchi falak ka main bikta nahi | |
| Haathon mein hulchal hai dil ki raza | |
| Main bina ehsaason ke likhta nahi | |
| Vairi tangein ghazalon ke fandon pe | |
| Baithey hai farz shayar ke kandhon pe | |
| Jhaadun kalam 'gar jhatke se main | |
| Chheentein lahu ke girenge panno pe | |
| Kheenchunga dhyaan fir se sabhi ka | |
| Swagat mehfil mein fir se sabhi ka | |
| 'Mirza' bana main na kabhi | |
| 'Ghalib' bana par main dil se sabhi ka | |
| Neki bhi ki, kiye gunaah | |
| Khud ko hi likhte hai hoti subah | |
| Meri hasi se waaqif ho tum | |
| Sshko ke mere 'gar tum they gavah | |
| Taano ka rakha na thoda malaal | |
| Kaiyon ki bana hoon main bhi misaal | |
| Baatein kare jo peeche filhaal | |
| Sabse hai mera ek hi sawaal | |
| Saath khade aur dikhwaati, | |
| Dono gavaahon mein fark hai | |
| Shayari ke mausam se bhara hai dil | |
| Tabhi lafzon ki fizaaon mein fark hai | |
| Nahi rokta hoon mere baare mein duniya ko batane se janab | |
| Batao lekin haqeeqat | |
| Kyunki sacche kisso aur udti afwahaon mein fark hai |
| zuo ci : Narci | |
| zuo qu : Maniac | |
| Mehnat hi ki maine chala hoon kaanton pe | |
| Struggle dikhe tabhi to baaton mein | |
| Shayari bana di hai maine hai halaat | |
| Ghalib banaya hai jab se halaaton ne | |
| bacchon ke beech, jaise tha cheel | |
| Wo they naadan, main tha wazeer | |
| Poochoge ' gar mujhe meri aukaat | |
| Tarkash mein maine rakha Brahmashirsha | |
| Baatein bhi gehri main kitni kahun? | |
| Syaahi hai gaadhi ya mera lahu? | |
| Dil hai nafees, fitrat ghamandi | |
| Sabko jhuka doon ya jhuk ke rahun? | |
| Chalti kalam mein hi mera sukoon | |
| Lafzon mein dooba hai mera junoon | |
| Nikle ehsaas Maniac ki beat pe | |
| Jaise jism se behta lahu | |
| Tukde salamat hai dil maana toota hai | |
| Shayar ka hasta ye chehra bhi jhoota | |
| Peeche hai vaar, laakho sitam | |
| Dekhonge khanjar ya pehle zakhm? | |
| Pehle rakm tai hoti rishton ki | |
| Bikna zameer kehte hai isko hi | |
| Baatein kare hum khud se kabhi | |
| Chupke se aankhein bhi bhar li kabhi | |
| Akela lada main to halaaton se | |
| Maangi na maine tassali kabhi | |
| Kitno ne dekha jo maine saha? | |
| Tum they kya haazir bolo wahan? | |
| Kaise bina jaane mujhe | |
| Meri kahani karoge bayaan? x2 | |
| Unkahi baaton ka kya hai pata? | |
| Pehle apni kahani se parda hata | |
| Baatein banaatein jo peeche khade | |
| Mere ghar ke halaaton ka kya hai pata? | |
| Sil bhi kameena tikta nahi | |
| Mazboori mein jeena bikta nahi | |
| Dikhta hai sabko haathon mein jaam | |
| Par behta paseena ye dikhta nahi | |
| Shayar ka naam mitata nahi | |
| Pancchi falak ka main bikta nahi | |
| Haathon mein hulchal hai dil ki raza | |
| Main bina ehsaason ke likhta nahi | |
| Vairi tangein ghazalon ke fandon pe | |
| Baithey hai farz shayar ke kandhon pe | |
| Jhaadun kalam ' gar jhatke se main | |
| Chheentein lahu ke girenge panno pe | |
| Kheenchunga dhyaan fir se sabhi ka | |
| Swagat mehfil mein fir se sabhi ka | |
| ' Mirza' bana main na kabhi | |
| ' Ghalib' bana par main dil se sabhi ka | |
| Neki bhi ki, kiye gunaah | |
| Khud ko hi likhte hai hoti subah | |
| Meri hasi se waaqif ho tum | |
| Sshko ke mere ' gar tum they gavah | |

| zuò cí : Narci | |
| zuò qǔ : Maniac | |