| [00:02.98] | Ya |
| [00:07.18] | They keep on talkin talkin talkin |
| [00:09.36] | BlaBlaBla |
| [00:12.03] | Asliyat kisiko nahi pata hai |
| [00:14.93] | Jamnapaar se uchal gaya ladka |
| [00:18.24] | Ek sheher ne uchal diya iss ladke ko |
| [00:22.97] | Shuruvaat maine kab thi kisko pata? |
| [00:25.95] | Sapna 2006 mai ye dekha tha |
| [00:28.69] | 2008 mai pehla gaana bhi beka tha |
| [00:31.38] | Par sabko toh laga jamnapar pehla tha |
| [00:34.33] | Na yawar or maine kara hai struggle |
| [00:37.16] | Khud ko khoja khud na kari kabhi nakal |
| [00:39.80] | Ye rap mera thoda saral hindi mai |
| [00:42.57] | Taaki 12 saal samajh aaye kaise kara hustle |
| [00:45.88] | 2 bhai ek sath or ek dost thi |
| [00:48.41] | Vo rap nahi karti thi fir bhi vo close thi |
| [00:51.57] | Jab bhi likhke aate the gaana naya |
| [00:54.20] | Smile uske mu pe vo bohot khush hoti thi |
| [00:57.15] | Ham dono ne kabhi na beta sath choda |
| [00:59.84] | Tabhi 12 saal bhi dekho seena mai aaj chauda |
| [01:02.85] | Sath mai khwaab dekhe aastin mai sapa dekhe |
| [01:05.57] | Fir bhi kabhi na ek dusre ka raaz khola |
| [01:08.77] | Aisi aisi raate sath hai bitaai,sath kari hai kamai |
| [01:11.84] | Sath bandiya patai |
| [01:14.58] | Par bohot dukh jhele inn saalo mai |
| [01:16.67] | Kese mai batau kaisi zindagi bitaai |
| [01:19.88] | Yawar padhai mai thoda bohot weak tha |
| [01:21.93] | Mai scholar tha fir bhi mai bana fan streets ka |
| [01:25.43] | 2012 pehli baar check u weed mujhe aisa dekh yawar hua na umeed tha |
| [01:31.18] | Kya karta mai bhi addict bana karke nashe beat pe bajta tha dhik tana |
| [01:36.86] | Akal aane pehle ek dost mila or khub seekha mujhse na lagta tha chor |
| [01:42.92] | Karta tha nashe vo bhi,naam lena chaata nahi |
| [01:45.67] | Nasho ke sath vo bhi sath gaya chodd |
| [01:48.52] | Bas ek bhai mila jiski zarurat thi Yawar bhai mile chahiye kya or? |
| [01:54.16] | Artistaan kandho pe |
| [01:56.00] | Thukraai badi deals ya fir bolu kuch chand rupay? |
| [01:59.47] | Paise aate honge raste mai honge kahi |
| [02:01.73] | Feka hua khaate nahi bane nahi kauvvo se |
| [02:04.76] | Insaan hai or sath mai imaan hai |
| [02:07.06] | Ye balak hai tabhi iss baat se anjaan hai |
| [02:10.11] | Quick fame mili dode chale dalle ye |
| [02:12.80] | Mehnat ki khaayenge sabko salaam hai |
| [02:16.13] | Aaj maa ko mere kaam se pyaar |
| [02:18.82] | Aaj lakho sunne ko bekarar |
| [02:21.87] | Aaj behne meri dur bethi dekhti hai |
| [02:24.42] | Ye vahi bhai hai jo haklata tha bohot |
| [02:27.73] | Apni kamiyo se seekha hai |
| [02:30.44] | Ye sab galti ka natija hai |
| [02:33.13] | Galtiya insaan se hi hoti hai karo par seekhlo yehi maine seekha hai |
| [02:39.09] | Ab alvida itna hi damm tha ya fir kahu itna hi gam tha? |
| [02:44.49] | Bohot samay hua kuch naya suna nahi kyuki ab samay meri pehli album ka |
| [02:51.99] | YAWAR ON THE MUSIC!! |
| [02:55.86] |