|
Mahiya. |
|
le le dard sare de de khushiyan |
|
mahiya. |
|
jeele zindagi ka har pal apna |
|
mahiya... |
|
ho jab ankh khuli anjaan tha |
|
apne andar gumnam tha |
|
nayi duniya ke naye log mile |
|
is duniya mein tera pyar na tha |
|
mere dil gata ja tu ker na intezar |
|
kabhi ayega woh yaar jiska tha intezar |
|
tu hi gaata ja aur ched saare taar |
|
kabhi ayega woh yaar jiska tha intezar |
|
mahiya. |
|
le le dard sare de de khushiyan |
|
mahiya |
|
jeele zindagi ka har pal apna |
|
mahiya... |
|
dukh sukh mere ban jate hain |
|
jab ghum mere ger baante koi |
|
her dard mujhey bhul jata hai |
|
jab yaar ho mere sath sabhi |
|
mere her pal ki hai ik nayi daastan |
|
ik nayi hai subha ik naya aasman |
|
thodi masti hai thoda dil deewana |
|
nahin dil hai ab mera koi veerana... |
|
dil bherta nahin rukta nahin |
|
anjani rahon per chalta hai |
|
jana ik din hai is duniya se |
|
jeele pal do pal hum yeh zindagi |
|
ho ho ho ho |
|
ho ho ho ho |
|
ho ho ho ho |
|
ho ho ho ho |
|
mere dil gata ja tu ker na intezar |
|
kabhi ayega woh yaar jiska tha intezar |
|
tu hi gaata ja aur ched saare taar |
|
kabhi ayega woh yara jiska tha intezar |
|
mahiyaaaa... |
|
mahiyaaaa. |