Mahiya. le le dard sare de de khushiyan mahiya. jeele zindagi ka har pal apna mahiya... ho jab ankh khuli anjaan tha apne andar gumnam tha nayi duniya ke naye log mile is duniya mein tera pyar na tha mere dil gata ja tu ker na intezar kabhi ayega woh yaar jiska tha intezar tu hi gaata ja aur ched saare taar kabhi ayega woh yaar jiska tha intezar mahiya. le le dard sare de de khushiyan mahiya jeele zindagi ka har pal apna mahiya... dukh sukh mere ban jate hain jab ghum mere ger baante koi her dard mujhey bhul jata hai jab yaar ho mere sath sabhi mere her pal ki hai ik nayi daastan ik nayi hai subha ik naya aasman thodi masti hai thoda dil deewana nahin dil hai ab mera koi veerana... dil bherta nahin rukta nahin anjani rahon per chalta hai jana ik din hai is duniya se jeele pal do pal hum yeh zindagi ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho mere dil gata ja tu ker na intezar kabhi ayega woh yaar jiska tha intezar tu hi gaata ja aur ched saare taar kabhi ayega woh yara jiska tha intezar mahiyaaaa... mahiyaaaa.