| Song | Vartalap |
| Artist | Spitfire |
| Album | Paathshala |
| Download | Image LRC TXT |
| 作词 : Spitfire | |
| 作曲 : RĀKHIS/Nuka | |
| Vartalap hain sangeen rakho kaan khule | |
| Raza pe ras milega bas faras sa aage chal de | |
| Mrada ye bin taral ke, geet inke saare mal se | |
| Khojo hal ya phir main dhyaan har loon tera chhal se | |
| Ghazal ke bol ye nape tule hai dil tarazu | |
| Main Krishna ki hoon baansuri tujhe main kar loon kaabu | |
| Main bhasm karke tujhko hi rama loon tan pe apne | |
| Sapne hai anant jaise Shiv main baitha ban ke sadhu | |
| Na hasr ka pata na kasht mein kasar rahi | |
| Hai waqt mrat ye bas haan zindagi guzar rahi | |
| Main shaks na bana to phir banunga main katha nahi | |
| Syahi na bahi ko aisi koi bhi vyatha nahi | |
| Main naye baalakon ko kehta rang lo kaagzaat | |
| Ye banna chaahte sitaare main to banta raat | |
| Baatein chhodo betuki sudhaar lo hayaat | |
| Naam tumko pehle hi pata hai sabko kar du khaak | |
| Main panktiyon mein karta hoon ye saare gham bayaan | |
| Gaane wala besharam ye dhun hai behaya | |
| Kala ko meri pahuchana hai mujhe charan pe | |
| Jalega dil suno ye geet kaafi garam sa | |

| Panktiyaan hai sard aaj bhi hai thand kaafi | |
| Kaali syahi kaali ban rahi prachand kaafi | |
| Ye kehte Mishraji ka ladka gaata mand kaafi | |
| Pradarshani hai tu aur tez kab hai chalti jhaanki | |
| Virah mein baithi aatma ki laalsa ki kasm | |
| Bahega khoon kaano se ye bahut katl nazm | |
| Bas ye sacche aashiqon ko hi lage gulon si | |
| Baaki saare sool main banaa ke dhool kar du bhasm | |
| Hai janam ye bas ek hi | |
| Din ye kam karam anek hai | |
| Nigaah to mili hai sab ko hi | |
| Par ye mann se na hai dekhte | |
| Har ek ansh keemti hai rakh lo tum sambhaal | |
| Kasaai na main par ye vaani karti hai halaal | |
| Jawab banti aankhein mooh ye jab kare sawaal | |
| Bol deta mann mein aata jo main na karu malaal | |

| Jalega dil suno ye geet kaafi garam sa |
| zuo ci : Spitfire | |
| zuo qu : RĀ KHIS Nuka | |

| zuò cí : Spitfire | |
| zuò qǔ : RĀ KHIS Nuka | |