|
Nayi school ka woh pahla din |
|
Nayi baat cheet, phir wahi scene |
|
Thodi padhai, thodi gehma gehmi |
|
Har din naye jhagde aur nayi filam |
|
Kisi ki khinchti koi khinchta hai |
|
Sikhata koi toh koi sikhta hai |
|
Dikhata koi toh koi dekhta hai |
|
Par irada sab ka hi nek sa hai |
|
Mera dost tha, mujhe rokta tha |
|
Gaali doon, toh mujhe tokta tha |
|
Lage dushman baaki saara dosto ki ek |
|
Wohi tha jo manmauj sa tha |
|
Ghume saara dost bahot jyada |
|
Jeb mein the na note jyada |
|
Ek sip vodka ka utre, |
|
Gale mein jale bahot jyada |
|
Haan, mujhe yaad hai woh din |
|
Roz khadi hoti nayi mushkil |
|
Office aur files mujhe yaad nahi |
|
Bas jo yaad tha woh kara mumkin |
|
Haan main likhta tha panno ke piche |
|
Sabko sunata tha aapni lateefe |
|
Kuch karna chahta tha, |
|
Shabdo se aapne badal dena chahta tha chhoti kameeje |
|
12vi ke baad aaj piche dekha hai |
|
Siksha se hi bante masiha hai |
|
Main visraam karun ya karun kaam |
|
Mujhe bars hi toh likhne hai |
|
Mera tarika hai, baari hai meri |
|
Din bhi ye mere hai, |
|
Gin gin ke dekhe jo sapne bikhere hai |
|
Sapne woh aapne, |
|
Aapne pasine se hai jo ye sinche toh aaj kameeney hai |
|
School ka woh din, |
|
Aaj bhi toh yaad hai, yaad hai, yaad hai, yaad hai |
|
Aaj bhi jo saath hai, |
|
School wale yaar hai, yaar hai, yaar hai, yaar hai |
|
School ka woh din, |
|
Aaj bhi toh yaad hai, yaad hai, yaad hai, yaad hai |
|
Aaj bhi jo saath hai, |
|
School wale yaar hai, yaar hai, yaar hai, yaar hai |
|
Siksha sarkari ho ya ho vilayti school |
|
Jaisa dikhta hai aapna hai saathi |
|
Jis din se laangi vidlaay ki seema |
|
Na zindigi waisi, na dekhi woh hansi |
|
Haan, aab kaise aayenge woh din |
|
Aab kaise khayenge wo tiffin |
|
Aab in lino ko sun ko sunke jo dil ko milti hai khushi |
|
Wo hai kitne ki gin |
|
Raashte hamesa se the kathin |
|
Phir bhi toota na haara ye jazbaa |
|
Mera majhab yahi tha aur yahi rahega |
|
Jise kahte hai shayari aur saath mein Rhythm |
|
Saath mein Rhythm, |