Nayi school ka woh pahla din Nayi baat cheet, phir wahi scene Thodi padhai, thodi gehma gehmi Har din naye jhagde aur nayi filam Kisi ki khinchti koi khinchta hai Sikhata koi toh koi sikhta hai Dikhata koi toh koi dekhta hai Par irada sab ka hi nek sa hai Mera dost tha, mujhe rokta tha Gaali doon, toh mujhe tokta tha Lage dushman baaki saara dosto ki ek Wohi tha jo manmauj sa tha Ghume saara dost bahot jyada Jeb mein the na note jyada Ek sip vodka ka utre, Gale mein jale bahot jyada Haan, mujhe yaad hai woh din Roz khadi hoti nayi mushkil Office aur files mujhe yaad nahi Bas jo yaad tha woh kara mumkin Haan main likhta tha panno ke piche Sabko sunata tha aapni lateefe Kuch karna chahta tha, Shabdo se aapne badal dena chahta tha chhoti kameeje 12vi ke baad aaj piche dekha hai Siksha se hi bante masiha hai Main visraam karun ya karun kaam Mujhe bars hi toh likhne hai Mera tarika hai, baari hai meri Din bhi ye mere hai, Gin gin ke dekhe jo sapne bikhere hai Sapne woh aapne, Aapne pasine se hai jo ye sinche toh aaj kameeney hai School ka woh din, Aaj bhi toh yaad hai, yaad hai, yaad hai, yaad hai Aaj bhi jo saath hai, School wale yaar hai, yaar hai, yaar hai, yaar hai School ka woh din, Aaj bhi toh yaad hai, yaad hai, yaad hai, yaad hai Aaj bhi jo saath hai, School wale yaar hai, yaar hai, yaar hai, yaar hai Siksha sarkari ho ya ho vilayti school Jaisa dikhta hai aapna hai saathi Jis din se laangi vidlaay ki seema Na zindigi waisi, na dekhi woh hansi Haan, aab kaise aayenge woh din Aab kaise khayenge wo tiffin Aab in lino ko sun ko sunke jo dil ko milti hai khushi Wo hai kitne ki gin Raashte hamesa se the kathin Phir bhi toota na haara ye jazbaa Mera majhab yahi tha aur yahi rahega Jise kahte hai shayari aur saath mein Rhythm Saath mein Rhythm, Jise kahte hai shayari aur saath mein Rhythm Mera majhab yahi tha aur yahi rahega Jise kahte hai shayari aur saath mein Rhythm School ka woh din, Aaj bhi toh yaad hai, yaad hai, yaad hai, yaad hai Aaj bhi jo saath hai, School wale yaar hai, yaar hai, yaar hai, yaar hai School ka woh din, Aaj bhi toh yaad hai, yaad hai, yaad hai, yaad hai Aaj bhi jo saath hai, School wale yaar hai, yaar hai, yaar hai, yaar hai