Aa Jao Meri Tamanna

Aa Jao Meri Tamanna Lyrics

Song Aa Jao Meri Tamanna
Artist Javed Ali
Album Ajab Prem Ki Ghazab Kahani (Original Motion Picture Soundtrack)
Download Image LRC TXT
Thoda teher, thoda teher
Sun le zara, sun le zara
Dil keh raha, dil keh raha
De na sazza, yun bewajaa
Root kar mujhse na jaa abhi
Bhool kar shikwa gila sabhi pyaar ka
Aa jao meri tamanna
(meri tamanna)
Bahoon mein aao
Ke ho na payee judaa hum
(payee judaa hum)
Aaise mujh mein samaoo
Ohh..
Har ghadi lag rahi teri kamiii
Le chali kis gali yeh zindagi
Hai pata lapata hun pyaar mein
Ankahi ansuni chahat jagi
Jo hua, pehle hua nahin
Aaj tum karlo zara yakeen
Pyaar ka
Aa jao meri tamana
(meri tamanna)
Bahoon mein aao
Ke ho na payee judaa hum
(payee judaa hum)
Aaise mujh mein samaoo
Oh rut jawan, dil jawan, hasrat jawan
Tu hai toh yeh bhi hai saare jawan
Woh nagar woh dagar hogi haseen
Tu mile pyaar se mujhko jahaan
Paana hai tujhko yeh dil kahe
Har ghadi ab toh nasha rahe pyaar ka
Aa jao meri tamana
(meri tamanna)
Bahoon mein aao
Ke ho na payee judaa hum
(payee judaa hum)
Aaise mujh mein samaoo
Aa Jao Meri Tamanna Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)