Thoda teher, thoda teher Sun le zara, sun le zara Dil keh raha, dil keh raha De na sazza, yun bewajaa Root kar mujhse na jaa abhi Bhool kar shikwa gila sabhi pyaar ka Aa jao meri tamanna (meri tamanna) Bahoon mein aao Ke ho na payee judaa hum (payee judaa hum) Aaise mujh mein samaoo Ohh.. Har ghadi lag rahi teri kamiii Le chali kis gali yeh zindagi Hai pata lapata hun pyaar mein Ankahi ansuni chahat jagi Jo hua, pehle hua nahin Aaj tum karlo zara yakeen Pyaar ka Aa jao meri tamana (meri tamanna) Bahoon mein aao Ke ho na payee judaa hum (payee judaa hum) Aaise mujh mein samaoo Oh rut jawan, dil jawan, hasrat jawan Tu hai toh yeh bhi hai saare jawan Woh nagar woh dagar hogi haseen Tu mile pyaar se mujhko jahaan Paana hai tujhko yeh dil kahe Har ghadi ab toh nasha rahe pyaar ka Aa jao meri tamana (meri tamanna) Bahoon mein aao Ke ho na payee judaa hum (payee judaa hum) Aaise mujh mein samaoo