|
allaah hi rehem, maula hi rehem |
|
(kaise ishq se saj gayi raahein, jab se dekhi yeh teri nigaahein |
|
ya khuda main toh tera ho gaya) - (2) |
|
tu jo karam pharmaaye, adam insaan ho jaaye |
|
mastaana hoke deewaana hoke, tujhe pal mein paa jaaye |
|
saans-e-fiza mein tu hai, ruh-e-baya mein tu hai |
|
har ik fiza mein har inteha mein, har ek najar-e-jabaan tu hai |
|
allaah hi rehem, maula hi rehem |
|
o har jarre mein tu hai chhupa, dil dhundein kyun tera pata |
|
tu hai dhup mein, tu hai saayein mein |
|
apane mein hai tu paraaye mein, allaah allaah |
|
mere rom rom ki ik ada, tu hai ishq mera ai mere khuda |
|
har saaans mein hai bas teri duwa, tu ishq mera ai mere khuda |
|
tujhe paane se badhkar kuchh bhi nahi |
|
tujhe dekhate hi dil bole yahin, allaah |
|
allaah hi rehem, maula hi rehem |
|
allaah |
|
kaise ishq se saj gayi raahein, jab se dekhi yeh teri nigaahein |
|
ya khuda main toh tera ho gaya |
|
tu jo karam pharmaaye, adam insaan ho jaaye |
|
mastaana hoke deewaana hoke, tujhe pal mein paa jaaye |
|
saans-e-fiza mein tu hai, ruh-e-baya mein tu hai |
|
har ik fiza mein har inteha mein, har ek najar-e-jabaan tu hai, tu hai |
|
allaah hi rehem, maula hi rehem |