allaah hi rehem, maula hi rehem (kaise ishq se saj gayi raahein, jab se dekhi yeh teri nigaahein ya khuda main toh tera ho gaya) - (2) tu jo karam pharmaaye, adam insaan ho jaaye mastaana hoke deewaana hoke, tujhe pal mein paa jaaye saans-e-fiza mein tu hai, ruh-e-baya mein tu hai har ik fiza mein har inteha mein, har ek najar-e-jabaan tu hai allaah hi rehem, maula hi rehem o har jarre mein tu hai chhupa, dil dhundein kyun tera pata tu hai dhup mein, tu hai saayein mein apane mein hai tu paraaye mein, allaah allaah mere rom rom ki ik ada, tu hai ishq mera ai mere khuda har saaans mein hai bas teri duwa, tu ishq mera ai mere khuda tujhe paane se badhkar kuchh bhi nahi tujhe dekhate hi dil bole yahin, allaah allaah hi rehem, maula hi rehem allaah kaise ishq se saj gayi raahein, jab se dekhi yeh teri nigaahein ya khuda main toh tera ho gaya tu jo karam pharmaaye, adam insaan ho jaaye mastaana hoke deewaana hoke, tujhe pal mein paa jaaye saans-e-fiza mein tu hai, ruh-e-baya mein tu hai har ik fiza mein har inteha mein, har ek najar-e-jabaan tu hai, tu hai allaah hi rehem, maula hi rehem