| Aamne saamne ek khwaish hai | |
| Sheeshe ke tukde mein woh yaade shaamil hain | |
| Dil mein dard | |
| Aankhon mein aansu | |
| Ye kaisi kahani | |
| Ye kaisi mohabbat hai | |
| Aamne saamne parchaayi hai | |
| Aankhon ki palkon mein | |
| Ek ajeeb betaabi hai | |
| Bas ek jhalak sirf ek saans | |
| Ye kaisi kahaani | |
| Ye kaisi uljhan hai | |
| Jis din se dekha tumhe dil mein | |
| Jaana na tha ke tumhare liye | |
| Main laaya tha chaand ka tukda nahin | |
| Maut ka ek tohfa laya tha main | |
| Aaamne saamne maut hai | |
| Samay ki iss ghadi mein meri baaki saanse hain | |
| Jeene ka nasha pyaar ka ye karz | |
| Ye kaisi kahani | |
| Ye kaisi tadpan hai | |
| Jis din se dekha tumhe dil mein | |
| Jaana na tha ke tumhare liye | |
| Main laaya tha chaand ka tukda nahin | |
| Maut ka ek tohfa laaya tha main | |
| Aaj ka ye pal tumhare liye saja ke rakha tha | |
| Kal ye hi pal yu chhen legi zindagi mujhse | |
| Dil mein dard aankhon mein aansu | |
| Ye kaisi khamoshi aamne saamne | |
| Jis din se dekha tumhe dil mein | |
| Jaana na tha ke tumhare liye | |
| Main laaya tha chaand ka tukda nahin | |
| Maut ka ek tohfa laaya tha main | |
| Jis din se dekha tumhe dil mein | |
| Jaana na tha ke tumhare liye | |
| Main laaya tha chaand ka tukda nahin | |
| Maut ka ek tohfa laaya tha main |