|
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai |
|
Isi ki roshni udi jo har taraf hai |
|
Ye lamho ki kuve mein roz jhaankti hai |
|
Ye jaake waqt se hisaab maangti hai |
|
Ye paani hai ye aag hai |
|
Ye khudi likhi kitaab hai |
|
Pyaar ki khuraak si hai Piku! |
|
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai |
|
Panna saanson ka palte |
|
Aur likhe unpe mann ki baat re |
|
Lena isko kya kis se |
|
Isko toh bhaaye khudka saath re |
|
Uh oh. barish ki boond jaise |
|
Sardi ki dhundh jaise |
|
Kaisi paheli iska hal na mile |
|
Kabhi ye aasmaan utaarti hai neeche |
|
Kabhi ye bhaage aise baadalon ke peeche |
|
Isey har dard ghoont jaane ka nasha hai |
|
Karo jo aaye jee mein iska falsafa hai |
|
Ye paani hai ye aag hai |
|
Ye khudi likhi kitaab hai |
|
Ye pyaar ki khuraak si hai Piku! |
|
Mode raahon ke chehre |
|
Isko jaana hota jis ore hai |
|
Aise sargam sunaaye |
|
Khud iske sur hain iske raag re |
|
Uh oh. roothe toh mirchi jaisi |
|
Hansde toh cheeni jaisi |
|
Kaisi paheli iska hal na mile |
|
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai |
|
Isi ki roshni udi jo har taraf hai |
|
Ye lamho ki kuve mein roz jhaankti hai |
|
Ye jaake waqt se hisaab maangti hai |
|
Ye paani hai ye aag hai |
|
Ye khudi likhi kitaab hai |
|
Pyaar ki khuraak si hai Piku! |
|
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai |