|
Haan ho gayi galti mujhse main jaanta hu |
|
Par ab bhi tujhe main apni jaan maanta hu |
|
Ek aakhri mauka de mujhe |
|
Aaj bhi main tujhe apni shaan manta hu. |
|
Sirf saanse hi to baaki hai |
|
Jab teri yaad aati hai |
|
Yaad me teri saath ye bhi chod jaati hai |
|
Galti to sabse hoti hai |
|
Galti mujhse bhi ho gayi |
|
Ab maaf bhi krde mujhe |
|
Kyu dur itna ho gayi |
|
Ek galti ke liye |
|
Kyu sath chod gayi |
|
Tu kyu muh mord gayi |
|
Tu kyu be nishaan sa |
|
Nishaan chod gayi tu |
|
Haan ho gayi galti mujhse main jaanta hu |
|
Par ab bhi tujhe main apni jaan manta hu |
|
Jaan maanta hu. |
|
Ek aakhri mauka de mujhe |
|
Aaj bhi main tujhe apni shaan maanta hu |
|
Shaan manta hu. |
|
Socha kuch pee kar tujhe bhula dunga |
|
Par pee kar bhi yaad aayi tu |
|
Itni si baat par chod gayi. |
|
Jaana hi tha to aayi kyu |
|
Jeena mera asaan kar |
|
Tu milke ye ehsaan kar |
|
Yaad teri satati hai |
|
Ab aaja baat maan kar. |
|
Jab jab tu chali jati hai |
|
Aisi nami chha jaati hai |
|
Jaise gir pade ho badal mujh par |
|
Ek aanch dil pe aa jati hai. |
|
Jab aankhein band hoti hai |
|
Bas tu sath hoti hai |
|
Tere yaadon ke takiye pe |
|
Bas raat meri soti hai, soti hai. |
|
Tu kyu door hai yun mujhse |
|
Tujhe chahta hu pure dil se |
|
Sun le meri aarzoo. |
|
Tu hi meri jaan hai |
|
Tu hi mera jahaan hai |
|
Tu hi hai sab kuch mera |
|
Adhoora tere bin dil ye mera |
|
Kyu tu samajhti nahi |
|
Ye dil hai sirf tera. |
|
Haan ho gayi galti mujhse main jaanta hu |
|
Par ab bhi tujhe main apni jaan maanta hu |
|
Ek aakhri mauka de mujhe |
|
Aaj bhi main tujhe apni shaan manta hu. |
|
Shaan maanta hu. |
|
Shaan maanta hu. |
|
Jaan maanta hu. |
|
Jaan maanta hu... |