|
Kyon Aaj Kal neend kam Khwab zaada hai |
|
Lagta Khuda ka koi neek iraada hai |
|
Kal tha Fakeer aaj dil shezada hai |
|
Lagta Khuda ka koi neek iraada hai |
|
Kya Mujhe Pyaar hai ya |
|
Kaisa Khumar hai ya |
|
Kya Mujhe Pyaar hai ya |
|
Kaisa Khumar hai ya |
|
Pathar ke in raston pe |
|
Phoolon ke ek chaadar hai |
|
Jabse mile ho humko |
|
Badla har ek manzar hai |
|
Dekho jahaan main neele neele asmaan thale |
|
Rang naye naye hai jaise ghulte huwe |
|
Sohye se khwab mere jaage tere waaste |
|
Tere khayalon se hai bheege mere raaste |
|
Kya Mujhe Pyaar hai ya |
|
Kaisa Khumar hai ya |
|
Kya Mujhe Pyaar hai ya |
|
Kaisa Khumar hai ya |
|
Tum kyon chale aate ho |
|
Har rozz in khwaabon main |
|
Chupke se aa bhi jaao |
|
ek din meri bahoon main |
|
Tere he saapnein andheron mein ujaalon mein |
|
Koi naasha hain tere aankhon ke pyalo mein |
|
Tu mere khwabon mein jawabon mein sawaalon mein |
|
Har din churaa tumhe mein laaton hoon kyaalon mein |
|
Kya Mujhe Pyaar hai ya |
|
Kaisa Khumar hai ya |
|
Kya Mujhe Pyaar hai ya |
|
Kaisa Khumar hai ya |