| Badi mushkil hai, khoya mera dil hai | |
| Koi usse dhoondke laaye na | |
| Badi mushkil hai, khoya mera dil hai | |
| Koi usse dhoondke laaye na | |
| Jaake kahan main rapat likhaaoon | |
| Koi batlaaye na | |
| Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon | |
| Badi mushkil hai, khoya mera dil hai | |
| Koi usse dhoondke laaye na | |
| Jaake kahan main rapat likhaaoon | |
| Koi batlaaye na | |
| Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon | |
| (Deewaangi ki had se aage guzar na jaaoon | |
| Aankhon mein uska chehra, kaise usse dikh laaoon) | |
| Voh hai sab se haseen, vaisa koi bhi nahin | |
| Mere khuda, uski ada hai badi qaatil | |
| Mujhe nahin pata chhaaya hai kya nasha | |
| Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon | |
| (Sapnon mein aane waali baahon mein kab aayegi | |
| Kitne dinon tak mujhko aise voh tadpaayegi) | |
| Dekhoon mudke jidhar, paaye voh hi nazar | |
| Meri dagar, mera safar, voh meri manzil | |
| Deewaana hai sama, jaage hain armaan | |
| Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon | |
| (Badi mushkil hai, khoya mera dil hai | |
| Koi usse dhoondke laaye na) | |
| Jaake kahan main rapat likhaaoon | |
| Koi batlaaye na | |
| Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon |