|
Koi dil mein liye armaan chala jaata hai |
|
Koi khoye huay ausaar chala jaata hai |
|
Husn walon se yeh keh do ke na niklein bahir |
|
Dekhne walon ka eimaan chala jaata hai |
|
Mast nazron se Allah bachaye |
|
Mahjamalon se Allah bachaye |
|
Mast nazron se Allah bachaye |
|
Mahjamalon se Allah bachaye |
|
Har bala sar pe aa jaye lekin |
|
Husn walon se Allah bachaye |
|
Inki maasoomiyat par na jaana |
|
Inke dhoke mein har giz na aana |
|
Loot lete hain yeh muskura kar |
|
In ki chalon se Allah bachaye |
|
Inki maasoomiyat par na jaana |
|
Inke dhoke mein har giz na aana |
|
Loot lete hain yeh muskura kar |
|
Inki chalon se Allah bachaye |
|
Loot lete hain yeh muskura kar |
|
Inki chalon se Allah bachaye |
|
Loot lete hain ye, loot lete hain |
|
Ye loot lete hain, ye loot lete hain |
|
Ye loot lete hain, ye loot lete hain |
|
Jalakrukhi dikha kar, muskura kar loot lete hain |
|
Nigao se nigao ko mila kar loot lete hain |
|
Ye atchi pardadaadi hain, ye atchi dilnawazi hain |
|
Hasa kar loot lete hain, rula kar loot lete hain |
|
Ye loot lete hain, ye loot lete hain |
|
Ye loot lete hain, ye loot lete hain |
|
Husn waale wafa nahi karte |
|
Ishq waale dagha nahi karte |
|
Zulm karna to inki aadat hain |
|
Ye kisi ka bhala nahi karte |
|
Ye loot lete hain, ye loot lete hain |
|
Ye loot lete hain, ye loot lete hain |
|
Amir is raaste se jo guzrte hain woh kehte hain |
|
Muhalla hain haseeno ka, ke ki basti hain |
|
Ye loot lete hain, ye loot lete hain |
|
Loot lete hain yeh muskura kar |
|
Inki chalon se Allah bachaye |
|
Inki fitrat mein hain be-wafaai |
|
Jaanti hain ye saari khudaaee |
|
Atche-atcho ko dete hain dhoka |
|
Bhole-bhalo se Allah bachaye |
|
Atche-atcho ko dete hain dhoka |
|
Bhole-bhalo se Allah bachaye |
|
Mast nazron se Allah bachaye |
|
Mahjamalon se Allah bachaye |