|
Tuli uli aapa pe. tuli uli apa po. |
|
Tuli uli aapa pe. tuli uli apa po. |
|
No. wo... no po po po |
|
Oh no no no NO... |
|
Jhalli si hai |
|
Pagli si hai |
|
Bak bak bak karti rehti hai |
|
Jhalla sa hai |
|
Pagla sa hai |
|
Sapne bas bunta rehta hai |
|
Zara zara zara tedhi medhi |
|
Phir bhi woh pyari hai. |
|
Dil toh gaya keh ke sorry. hey. |
|
Well all I can say is |
|
Hey eh hey hey. hey eh hey hey. |
|
Jaane anjane yeh kya ho gaya |
|
Hey eh hey hey. hey eh hey hey. |
|
I'm sorry par tumse pyaar ho gaya |
|
Tuli uli aapa pe. tuli uli apa po. |
|
Tuli uli aapa pe. tuli uli apa po |
|
Socha tha jaisa haan. |
|
Waisi ki waisi toh tu... Nahi! |
|
Phir bhi kyun dil bole |
|
Ab humko rehna hai bas yahin |
|
Maanga tha jisko woh |
|
Khwabon ka raja tu bhi. nahi |
|
Phir bhi dil darta hai |
|
Main na tujhe kho doon kahin |
|
Kabhi kabhi kabhi sochun. bolun. |
|
Museebat mol li. |
|
Kabhi lage ki aankhein khol di |
|
All I can say is, |
|
Hey eh hey hey eh hey eh... |
|
Jaane anjaane yeh kya ho gaya |
|
Hey eh hey hey eh hey eh... hey hey |
|
I'm sorry par tumse pyar ho gaya |
|
Teri har aadat or ek shararat pyaari hai |
|
Tujhse jhagadne me, ladne me bhi khumari hai |
|
Humko toh tere sang rehne ki ek bimaari hai |
|
Tu jo nahi saath, lamha lamha katna bhaari hai |
|
Dheere dheere dheere halke halke kadmon se aa gayi |
|
Yaadon ke khwabon mein sab chhaa gayi |
|
All I can say is, |
|
Hey eh hey... |
|
Jaane anjaane yeh kya ho gaya. |
|
Hey eh hey... |
|
I'm sorry par tumse pyar ho gaya |
|
hey eh hey... |
|
I'm sorry par tumse pyar ho gaya |