|
Kaisi hai yeh rut ke jis mein phool banke dil khile |

Ghul rahe hain rang saare, ghul rahi hai khushbuein |
|
Chaandni, jharne, ghataayein, geet, baarish, titliyaan |
|
Hum pe ho gaye hai sab maherbaan |

Dekho, nadi ke kinaare |
|
Panchhi pukaare kisi panchhi ko |
|
Dekho, yeh jo nadi hai |
|
Milne chali hai saagar hi ko |
|
Yeh pyaar ka hi saara hai caarvaan |
|
Kaisi hai yeh rut ke jis mein phool banke dil khile |
|
Oh, kaise kisi ko bataaye |
|
Kaise yeh samjhaaye, kya pyaar hai |
|
Is mein bandhan nahin hai |
|
Aur na koi bhi deevaar hai |
|
Suno pyaar ki niraali hai daastaan |