|
Main tan haara, main man haara, |
|
Main jaan haara, main jag haa ra |
|
Haa honsh bhi haara, josh bhi haara |
|
Main sab haara , honsh |
|
Bhi haara, josh bhi haara, |
|
Main sab haara, main ab haara, |
|
Baa wre baawre, baa wre |
|
Baaje dhol nagaada re, |
|
Khaake doodh pataasa re |
|
Aayo mulye basa re, |
|
Dekho deek ye basa re |
|
Ho rangeele rangeele pal hai, |
|
Chamkeele chamkeele pal hai |
|
Var se jhilmil karte nabh taare |
|
Albele albele tan hai, |
|
Lachkeele lachkeele tan hai |
|
Koi apna dil kaise na haare |
|
Ho main tan, haara, main man, haara, |
|
Main jaan, haara, main jag, haara |
|
Honsh bhi, haara, josh bhi, haara, |
|
Main sab, haara, main ab, haara |
|
Baawre baawre baa wre, |
|
Baawre baawre baa wre |
|
Ho kya dhun hai, kya taal sun le, |
|
Karde tu kamaal sun le |
|
Baawre baawre baa wre, baawre, |
|
Pyaaron, saaron, haaron |
|
Koi aag ugalta re, koi taar pe chalta re |
|
Koi kaid wu chaale re, |
|
Koi moj sambhaale re |
|
Ho dekho re dekho re bhaiya, |
|
Koi ghume ban ke pahiya |
|
Koi upri dil taana naa maare re |
|
Ho dekho dekho baazigar dekho, |
|
Daaru par neeche sab dekho |
|
Dekhe maine jo yeh khel haare, |
|
Main tan haara, main man haara |
|
Main jaan haara, main jag haa ra |
|
Honsh bhi haara, josh bhi haara, |
|
Main sab haara |
|
Baa wre baawre, baa wre baa |
|
Wre baawre, baa wre |
|
Ho kya dhun hai, kya taal sun le, |
|
Karde tu kamaal sun le |
|
Baawre baawre baa wre, baawre, |
|
Thaaron, mhaaron, yaaron |
|
Ho leke rang aayi hai, |
|
Ek tarang laayi hai, dekh shaam |
|
Mere hontho pe hai |
|
Aaj bas tera hi ek naam |
|
Apni aankhon se main, |
|
Teri aankhon ke peeta hoon jaam |
|
Tujh pe mar jaaoon mit jaaoon, |
|
Karna yahi ab hai kaam |
|
Tu pyaari laagi, tu mhaari laagi, |
|
Tu meet laagi, tu preet laagi |
|
Tere nain katore jaise, |
|
Dil khaaye hichkole jaise |
|
Main tere hi gungaan gaaoon |
|
Dil khoya ab khona kya hai, |
|
Hona hai to hona kya hai |
|
Beeti hai jo mujh pe kya bataaoon |
|
Main tan haara, main man haara, |
|
Main jaan haara, main jag haara |
|
Honsh bhi haara, josh bhi haara, |
|
Main sab haara |
|
Baa wre baawre, baa wre |
|
Baa wre baawre, baa wre |
|
Ho kya dhun hai, kya taal sun le, |
|
Karde tu kamaal sun le |
|
Baawre baawre baa wre, baawre, |
|
Thaaron, mhaaron, yaaro |
|
Thaaron, mhaaron, yaaro. |