|
Suno na |
|
Kahe kya suno na |
|
Dil mera suno na |
|
Suno zara... |
|
Teri baahon mein |
|
Mujhe rehna hai raat bhar |
|
Teri baahon mein hogi subah |
|
Be inteha.. Be-inteha |
|
Be inteha.. Hmmm |
|
Yun pyar kar |
|
Yun pyaar kar |
|
Be inteha |
|
Dekha karoon saari umar |
|
Saari umar |
|
Tere nishaan Be inteha |
|
Koi kasar na rahe |
|
Meri khabar na rahe |
|
Chhu le mujhe is kadar Be inteha |
|
Jab saanson mein |
|
Teri saansein ghuli to |
|
Phir sulagne lage |
|
Ehsaas mere mujhse kehne lage |
|
Haan.. |
|
Baahon mein teri aake |
|
Jahaan do yun simatne lage |
|
Sailaab jaise koi behne lage |
|
Khoya hoon main aagosh mein |
|
Tu bhi kahaan ab hosh mein |
|
Makhmali raat ki ho na subah... |
|
Be inteha [Be inteha] |
|
Be inteha [Be inteha] |
|
Yun pyar kar [yun pyar kar] |
|
Be inteha [Be inteha] |
|
Ho... |
|
Hmmm... |
|
Hmmm... |
|
Gustakhiyaan.. Kuchh tum karo |
|
Kuchh hum karein.. Is tarah |
|
Hmmm... |
|
Sharrma ke do saaye hain jo |
|
Mooh pher lein hum se yahaan |
|
Haan.. |
|
Chhu to liya hai yeh jism tune |
|
Rooh bhi choom le |
|
Alfaaz bheege bheege kyun hain mere.. |
|
Haan... |
|
Yun choor hoke majboor hoke |
|
Qatra qatra kahe |
|
Ehsaas bheege bheege kyun hain mere |
|
Do bekhabar bheege badan |
|
Ho besabar bheege badan |
|
Le rahe raat bhar angdaaiyaan |
|
Be inteha.. Be inteha |
|
Be inteha.. Be inteha |
|
Yun pyar kar.. Yun pyar kar |
|
Be inteha.. Be inteha |
|
Dekha karoon.. Dekha karoon |
|
Saari umar.. Saari umar |
|
Tere nishan.. Tere nishan |
|
Be inteha.. Be inteha |
|
Koi kasar na rahe |
|
Meri khabar na rahe |
|
Chhu le mujhe is kadar Be inteha |