|
Ishaqzaade... Ishaqzaade... Ishaqzaade... |
|
Hatt hat hat... |
|
Aafaton ke parinde, ishaqzaade |
|
Dil udaa denge phurr. se, ishaqzaade |
|
Ishq ko aazmaane ishaqzaade |
|
Phadphadate hain phir se ishaqzaade |
|
Halaalon mein, haraamo mein |
|
Jo milte thhe, hazaaro mein |
|
Ishaqzaade, ishaqzaade kahaan hai ab jahaanon mein |
|
Ishaqzaade... i.shaq.shaq.zaade... ishaqzaade... |
|
Hatt hat hat... |
|
Sitaaron mein, taaranon mein |
|
Jo milte thhe, faasanon mein |
|
Ishaqzaade, ishaqzaade kahaan hai ab jahaanon mein |
|
Hatt hat hat... |
|
Haay haan haa |
|
Deewaare tod de, daraare chhod dein |
|
Ziddo... Ziddo.Zidd... do ko mita dein |
|
Haay haan haa... |
|
Kinare chhod dein |
|
Majhon ko mod dein |
|
Haddon sarhadon ko khudi se mila lein haan... |
|
Na zameen na falak ke, ISHAQZAADE |
|
Khush-khudi ke jahaan mein, ISHAQZAADE |
|
Halaalon mein, haraamo mein |
|
Jo milte thhe, hazaaro mein |
|
Ishaqzaade, ishaqzaade kahaan hai ab jahaanon mein |
|
Ishaqzaade... i.shaq.shaq.zaade... ishaqzaade... |