Teri Meri

Teri Meri Lyrics

Song Teri Meri
Artist Rahat Fateh Ali Khan
Artist Shreya Ghoshal
Album Bodyguard (Original Motion Picture Soundtrack)
Download Image LRC TXT
[00:16.55] Aa......
[00:30.12] Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
[00:37.32] Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
[00:44.82] Ik ladka ik ladki ki yeh kahani hai nayi
[00:52.12] Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
[00:59.56] Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
[01:06.68] Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
[01:14.30] Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane
[01:21.53] Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushqil
[01:28.79] Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
[01:38.61] Aaa...
[02:05.35] Tumse dil jo lagaya toh jahaan maine paaya
[02:12.50] Kabhi socha na tha yun meelon door hoga saaya
[02:19.98] Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya
[02:24.13] Jab haqiqat mein usey todna tha
[02:28.54] Aa....
[02:35.08] Ik dooje se huye judaa, jab ik dooje ke liye bane
[02:42.42] Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
[02:49.98] Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye
[02:57.13] Teri meri baaton ka har lamha
[03:01.52] Sab se anjaana, do lafzoon mein yeh
[03:06.97] Bayaan na ho paaye
[03:11.88] Har ehsaas mein tu hai
[03:14.48] Har ik yaad mein tera afsaana
[03:19.08] Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
[03:28.47] Aaaa...
[03:40.87] Sara din bit jaaye, Saari raat jagaye
[03:48.09] Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaye
[03:55.47] Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
[03:59.53] Yeh Tere mere darmayaan hai Jo saare
[04:10.74] Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane
[04:18.18] Teri meri baaton ka har lamha Sab se anjaana
[04:25.32] Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye
[04:33.00] Har ehsaas mein tu hai har ik yaad mein tera afsaana
[04:40.32] Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
[04:48.05] Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
[04:54.60] Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye
Teri Meri Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)