ek din

ek din Lyrics

Song ek din
Artist Ahmer
Artist Xplicit
Artist Akashi
Album ek din
Download Image LRC TXT
作词 : Ahmer Javed
作曲 : Ahmer Javed/Ritwik Vyas
Haan ek din hoga theek sab,
Bhoole hum tanaze ho qareeb bas,
Khud ko inn museebaton se khench ke,
Tum tak pahunche toh zinda umeed tab,
Hai khoye khaas, aas paas iss safar mein din raat,
Hai magar ye dil saaf, jo bada hi nadaan, magar,
Kya kare?
Kin kin se kab kab lade?
Main toh bas gin gin ke sau dikkate
Bhi seekha win win jab gir ke uthe,
Hold up,
Hoga na hausla ye fold up na
Jab tak iss shehar ka har insaan,
Na khole darwaza jo bandh dil ka,
Be rehemi toh ban insaaf,
Hai zehar toh ban ehsaas,
Hai keher toh ban imaan,
Yaad rakh meri jaan,

Ye mere sin sin dhoonde bas har jagey,
Jo mere juto mein na khade mere peeche pade,
Ye mere shehar mein na baithe kabhi, judge kare,
Bas ek din ke musafir ghar ko chale,
Toh bolu inse kya?
Jab bolne pe gun hi sar pe tha,
Ye mazhab ki jung mein jalke khush,
Hai pyaar toh darr ke chhup chuka,
Ahmer na **** de khamakha,
Do pal hi toh zinda, jaane jaan,
Main kya karu basta barke tension ka?
Toh kya hua ban na badshah?
Toh kya hua bane na sab se bade rapper?
Ye pata jab mic chada koi na behtar,
Main galatiyon, khamyion se bara rahbar,
Ye lahoo Kashmiri haanji karo cancel!
Kaisa hai bro? Inke sab nakli dikhawe, ye actor hai great,
Main jaana rishtedaari jhoothi jab walid ki peet mein churri aur ek,
Iss dil ne banaya unn ki carbon copy,
Ye sutte na bhujte ab, maa se maafi,
Kaash mein de pata unne woh hausla shabashi,
Thi jiski jaga yahan nahi,
Jab meri umar ke the woh,
Hum toh bachpan se hi buzurg bane toh,
Humne sabse kabse sitam sahe,
Jo kabhi panno pe bahe na, jal hi chuke,
Rakh sabr ka intezaar,
Tu aaj ban zulfikar,
Har seedi pe saanp tayaar,
Yaad rakh meri jaan, yaad rakh!
Tere siwa khada bas teri awaaz ye toh door se hi sekhte hai haath bas,
Dekha na ghar jo gir pada tere sapno ki zubaan par,
Woh bole Ahmer muskura
Ahmer kyu depressed? tu muh toh chala,
Ahmer ko maare toh witness bhi gayab,
Ahmer na lade toh buzdil bana,
Ahmer harami hai gaata ye gaane,
Ahmer aatankwaadi, katwe ye saale,
Ahmer toh humse bada guneghaar hai!
Ahmer jahanami tabhi pareshaan hai,
Log kare baatein inne karne do,
Mere zakhmo pe hasne do,
Goli maare mujhe chalo marne do,
Marr ke bhi bolenge in sab (gun shots)
Haan ek din hoga theek sab,
Bhoole hum tanaze ho qareeb bas,
Khud ko inn musibaton se kheench ke,
Tum tak pahunche toh zinda umeed tab
Outro
zuo ci : Ahmer Javed
zuo qu : Ahmer Javed Ritwik Vyas
Haan ek din hoga theek sab,
Bhoole hum tanaze ho qareeb bas,
Khud ko inn museebaton se khench ke,
Tum tak pahunche toh zinda umeed tab,
Hai khoye khaas, aas paas iss safar mein din raat,
Hai magar ye dil saaf, jo bada hi nadaan, magar,
Kya kare?
Kin kin se kab kab lade?
Main toh bas gin gin ke sau dikkate
Bhi seekha win win jab gir ke uthe,
Hold up,
Hoga na hausla ye fold up na
Jab tak iss shehar ka har insaan,
Na khole darwaza jo bandh dil ka,
Be rehemi toh ban insaaf,
Hai zehar toh ban ehsaas,
Hai keher toh ban imaan,
Yaad rakh meri jaan,
Haan ek din hoga theek sab,
Bhoole hum tanaze ho qareeb bas,
Khud ko inn museebaton se khench ke,
Tum tak pahunche toh zinda umeed tab,
Hai khoye khaas, aas paas iss safar mein din raat,
Hai magar ye dil saaf, jo bada hi nadaan, magar,
Kya kare?
Kin kin se kab kab lade?
Main toh bas gin gin ke sau dikkate
Bhi seekha win win jab gir ke uthe,
Ye mere sin sin dhoonde bas har jagey,
Jo mere juto mein na khade mere peeche pade,
Ye mere shehar mein na baithe kabhi, judge kare,
Bas ek din ke musafir ghar ko chale,
Toh bolu inse kya?
Jab bolne pe gun hi sar pe tha,
Ye mazhab ki jung mein jalke khush,
Hai pyaar toh darr ke chhup chuka,
Ahmer na de khamakha,

Marr ke bhi bolenge in sab gun shots
Haan ek din hoga theek sab,
Bhoole hum tanaze ho qareeb bas,
Khud ko inn musibaton se kheench ke,
Tum tak pahunche toh zinda umeed tab
Outro
zuò cí : Ahmer Javed
zuò qǔ : Ahmer Javed Ritwik Vyas

YouTube Results (More on YouTube)