| Song | Adrishya Hawa |
| Artist | Nanku |
| Artist | Natiq |
| Artist | Kartikaya |
| Artist | Toorjo Dey |
| Album | Adrishya Hawa |
| Download | Image LRC TXT |
| 作词 : Udbhav Acharya | |
| 作曲 : Toorjo Dey/Udbhav Acharya/MA NATIQ | |
| Jabse kehna chaalu | |
| Ki hain maine dil ki baatein | |
| Sabko kyu lagta hai | |
| Na jaane kya hi kar raha hoon | |
| Chhoti baaton pe ladd raha hoon | |
| Bemaksad panne bhar raha hoon | |
| Jabse karni chaalu | |
| Ki hai apni mann marzi ki | |
| Rakhta ek taraazu | |
| Tolu inki niyat sabzi si | |
| Kehte meri aadat kabji si | |
| Kehte meri aadat kabji si | |
| Ye kaisi baat hui? | |
| Jo bolta hai wahi hota hai | |
| Kuch chaalu hai par main na jaanu | |
| Kuch chaalu hai par main na jaanu | |
| Haan main na maanu | |
| Sab bekaabu hai par main na maanu | |
| Main chaalu hoon par main na jaanu | |
| Main chaalu hoon par main na jaanu | |
| Haan main na maanu | |
| Ek akela panchi | |
| Udd jaye kahin bhi | |
| Sehlaati ye hawa pyar se | |
| Jaane phir dikhi kyu nahi | |
| Ek akela panchi | |
| Udd jaye kahin bhi | |
| Sehlaati ye hawa pyar se | |
| Jaane phir dikhi kyu nahi | |
| Kuch yaadein ankahi | |
| Kuch baatein ansuni si | |
| Baadal sa pighalta gaya | |
| Socha na galat na sahi | |
| Akelapan kya hai? Dimaag ka fitoor | |
| Jabse hua hoon akela main uda hoon kaafi door par | |
| Hoon kahan se vo tum ye jaana nahi bhool | |
| Pehli, dusri, teesri duniya sab aya hoon ghoom main | |
| Main sab aya hoon ghoom main | |
| Sab aya hoon ghoom main | |
| Sab aya hoon ghoom | |
| Sab aya hoon ghoom | |
| Mila na koi jise lekar | |
| Bane the dost na milein ab | |
| Bane the dost kya sachhe ya nahi? | |
| Dil ko dilaase hoon deta bas | |
| Main hi mera sabse acha dost | |
| Main hi jo subah utha roz | |
| Main hi jo phaila ke pankh | |
| Yaadon mein khud ki udde roz, dost | |
| Kuch yaadein ankahi | |
| Kuch baatein ansuni reh gayi | |
| Baadal sa pighalta gaya | |
| Socha na galat na sahi | |
| Ek akela panchi | |
| Bolna hai jab, toh phir pata hi nahi kya kehna hai | |
| Itna sabkuch maine, mere dimaag mein tha ki | |
| Koi ant nahi hai | |
| Matlab, ant nahi hai | |
| Kuch bhi ban sakte hain | |
| Toh ab main kya banu? | |
| Kisi se baat kar loon main zyada toh | |
| Uski awaaz reh jaati hai | |
| Phir jab main sochta hoon, uski awaaz mein sochta hoon | |
| Mujhe lagta hai main kya ban raha hoon ye | |
| Apne doston se darr lagta hai | |
| Mujhe lagta hai main apne dost ban jaunga | |
| Rasta do jaane ko | |
| Aage jo bhi khada hai | |
| Hum bhi toh jaane kya jo mann mein chhipa hua hai | |
| Mann mein chhipa hua hai | |
| Rasta do jaane ko | |
| Aage jo bhi khada hai | |
| Hum bhi toh jaane kya jo mann mein chhipa hua hai | |
| Mann mein chhipa hua hai | |
| Sadiyon se aise bhaage | |
| Duniya jo mere aage | |
| Sapno se pucha maine | |
| Thamna mujhe sikha de | |
| Thamna mujhe sikha de | |
| Aise mujhe pukaarein | |
| Saagar ke do kinaare | |
| Drishti se hain pare vo | |
| Hain bhi koi na jaane | |
| Jaanein ye dil ko phir bhi | |
| Baatein meri na maanein | |
| Rishton ke dhaagon se ye | |
| Mann ko mere kyu baandhein? | |
| Dikhta hai mujhko bhi | |
| Tu likhta hai mere baare | |
| Koshish toh ki maine bhi | |
| Par tum jhoothe ho saare | |
| Par tum jhoothe ho saare | |
| Kabtak bhaagenge aise | |
| Khud ko baithe hum haare | |
| Samjhaate rehte hain kyu | |
| Khud ko khud hi ke baare | |
| Khud ko khud hi ke baare | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Excuse me | |
| Sharaarat hai ya na ye toh tujhe pata hi hoga | |
| Koi mere siva yahan tera saga bhi hoga? | |
| Meri zindagi bhi teri hi toh hai | |
| Aur teri ye khushi bhi meri hi toh hai | |
| Tu bechari | |
| Main bechara | |
| Wahi samay phir yahan dobara | |
| Apna sa lagta tera sahara | |
| Banegi kya phir mera kinara? | |
| Bas aaj ke liye | |
| Bas aaj ke liye | |
| Bas aaj ke liye | |
| Thodi massage ke liye | |
| Ruk na mere sang | |
| Tu ruk na mere sang | |
| Yahin hai mera mann | |
| Yahin hai mera mann | |
| Ghul jaana tujhmein | |
| Bhool jaana hain hum kis liye | |
| Guftagu adrishya hawa se | |
| Guftagu adrishya hawa se |
| zuo ci : Udbhav Acharya | |
| zuo qu : Toorjo Dey Udbhav Acharya MA NATIQ | |
| Jabse kehna chaalu | |
| Ki hain maine dil ki baatein | |
| Sabko kyu lagta hai | |
| Na jaane kya hi kar raha hoon | |
| Chhoti baaton pe ladd raha hoon | |
| Bemaksad panne bhar raha hoon | |
| Jabse karni chaalu | |
| Ki hai apni mann marzi ki | |
| Rakhta ek taraazu | |
| Tolu inki niyat sabzi si | |
| Kehte meri aadat kabji si | |
| Kehte meri aadat kabji si | |
| Ye kaisi baat hui? | |
| Jo bolta hai wahi hota hai | |
| Kuch chaalu hai par main na jaanu | |
| Kuch chaalu hai par main na jaanu | |
| Haan main na maanu | |
| Sab bekaabu hai par main na maanu | |
| Main chaalu hoon par main na jaanu | |
| Main chaalu hoon par main na jaanu | |
| Haan main na maanu | |
| Ek akela panchi | |
| Udd jaye kahin bhi | |
| Sehlaati ye hawa pyar se | |
| Jaane phir dikhi kyu nahi | |
| Ek akela panchi | |
| Udd jaye kahin bhi | |
| Sehlaati ye hawa pyar se | |
| Jaane phir dikhi kyu nahi | |
| Kuch yaadein ankahi | |
| Kuch baatein ansuni si | |
| Baadal sa pighalta gaya | |
| Socha na galat na sahi | |
| Akelapan kya hai? Dimaag ka fitoor | |
| Jabse hua hoon akela main uda hoon kaafi door par | |
| Hoon kahan se vo tum ye jaana nahi bhool | |
| Pehli, dusri, teesri duniya sab aya hoon ghoom main | |
| Main sab aya hoon ghoom main | |
| Sab aya hoon ghoom main | |
| Sab aya hoon ghoom | |
| Sab aya hoon ghoom | |
| Mila na koi jise lekar | |
| Bane the dost na milein ab | |
| Bane the dost kya sachhe ya nahi? | |
| Dil ko dilaase hoon deta bas | |
| Main hi mera sabse acha dost | |
| Main hi jo subah utha roz | |
| Main hi jo phaila ke pankh | |
| Yaadon mein khud ki udde roz, dost | |
| Kuch yaadein ankahi | |
| Kuch baatein ansuni reh gayi | |
| Baadal sa pighalta gaya | |
| Socha na galat na sahi | |
| Ek akela panchi | |
| Bolna hai jab, toh phir pata hi nahi kya kehna hai | |
| Itna sabkuch maine, mere dimaag mein tha ki | |
| Koi ant nahi hai | |
| Matlab, ant nahi hai | |
| Kuch bhi ban sakte hain | |
| Toh ab main kya banu? | |
| Kisi se baat kar loon main zyada toh | |
| Uski awaaz reh jaati hai | |
| Phir jab main sochta hoon, uski awaaz mein sochta hoon | |
| Mujhe lagta hai main kya ban raha hoon ye | |
| Apne doston se darr lagta hai | |
| Mujhe lagta hai main apne dost ban jaunga | |
| Rasta do jaane ko | |
| Aage jo bhi khada hai | |
| Hum bhi toh jaane kya jo mann mein chhipa hua hai | |
| Mann mein chhipa hua hai | |
| Rasta do jaane ko | |
| Aage jo bhi khada hai | |
| Hum bhi toh jaane kya jo mann mein chhipa hua hai | |
| Mann mein chhipa hua hai | |
| Sadiyon se aise bhaage | |
| Duniya jo mere aage | |
| Sapno se pucha maine | |
| Thamna mujhe sikha de | |
| Thamna mujhe sikha de | |
| Aise mujhe pukaarein | |
| Saagar ke do kinaare | |
| Drishti se hain pare vo | |
| Hain bhi koi na jaane | |
| Jaanein ye dil ko phir bhi | |
| Baatein meri na maanein | |
| Rishton ke dhaagon se ye | |
| Mann ko mere kyu baandhein? | |
| Dikhta hai mujhko bhi | |
| Tu likhta hai mere baare | |
| Koshish toh ki maine bhi | |
| Par tum jhoothe ho saare | |
| Par tum jhoothe ho saare | |
| Kabtak bhaagenge aise | |
| Khud ko baithe hum haare | |
| Samjhaate rehte hain kyu | |
| Khud ko khud hi ke baare | |
| Khud ko khud hi ke baare | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Excuse me | |
| Sharaarat hai ya na ye toh tujhe pata hi hoga | |
| Koi mere siva yahan tera saga bhi hoga? | |
| Meri zindagi bhi teri hi toh hai | |
| Aur teri ye khushi bhi meri hi toh hai | |
| Tu bechari | |
| Main bechara | |
| Wahi samay phir yahan dobara | |
| Apna sa lagta tera sahara | |
| Banegi kya phir mera kinara? | |
| Bas aaj ke liye | |
| Bas aaj ke liye | |
| Bas aaj ke liye | |
| Thodi massage ke liye | |
| Ruk na mere sang | |
| Tu ruk na mere sang | |
| Yahin hai mera mann | |
| Yahin hai mera mann | |
| Ghul jaana tujhmein | |
| Bhool jaana hain hum kis liye | |
| Guftagu adrishya hawa se | |
| Guftagu adrishya hawa se |
| zuò cí : Udbhav Acharya | |
| zuò qǔ : Toorjo Dey Udbhav Acharya MA NATIQ | |
| Jabse kehna chaalu | |
| Ki hain maine dil ki baatein | |
| Sabko kyu lagta hai | |
| Na jaane kya hi kar raha hoon | |
| Chhoti baaton pe ladd raha hoon | |
| Bemaksad panne bhar raha hoon | |
| Jabse karni chaalu | |
| Ki hai apni mann marzi ki | |
| Rakhta ek taraazu | |
| Tolu inki niyat sabzi si | |
| Kehte meri aadat kabji si | |
| Kehte meri aadat kabji si | |
| Ye kaisi baat hui? | |
| Jo bolta hai wahi hota hai | |
| Kuch chaalu hai par main na jaanu | |
| Kuch chaalu hai par main na jaanu | |
| Haan main na maanu | |
| Sab bekaabu hai par main na maanu | |
| Main chaalu hoon par main na jaanu | |
| Main chaalu hoon par main na jaanu | |
| Haan main na maanu | |
| Ek akela panchi | |
| Udd jaye kahin bhi | |
| Sehlaati ye hawa pyar se | |
| Jaane phir dikhi kyu nahi | |
| Ek akela panchi | |
| Udd jaye kahin bhi | |
| Sehlaati ye hawa pyar se | |
| Jaane phir dikhi kyu nahi | |
| Kuch yaadein ankahi | |
| Kuch baatein ansuni si | |
| Baadal sa pighalta gaya | |
| Socha na galat na sahi | |
| Akelapan kya hai? Dimaag ka fitoor | |
| Jabse hua hoon akela main uda hoon kaafi door par | |
| Hoon kahan se vo tum ye jaana nahi bhool | |
| Pehli, dusri, teesri duniya sab aya hoon ghoom main | |
| Main sab aya hoon ghoom main | |
| Sab aya hoon ghoom main | |
| Sab aya hoon ghoom | |
| Sab aya hoon ghoom | |
| Mila na koi jise lekar | |
| Bane the dost na milein ab | |
| Bane the dost kya sachhe ya nahi? | |
| Dil ko dilaase hoon deta bas | |
| Main hi mera sabse acha dost | |
| Main hi jo subah utha roz | |
| Main hi jo phaila ke pankh | |
| Yaadon mein khud ki udde roz, dost | |
| Kuch yaadein ankahi | |
| Kuch baatein ansuni reh gayi | |
| Baadal sa pighalta gaya | |
| Socha na galat na sahi | |
| Ek akela panchi | |
| Bolna hai jab, toh phir pata hi nahi kya kehna hai | |
| Itna sabkuch maine, mere dimaag mein tha ki | |
| Koi ant nahi hai | |
| Matlab, ant nahi hai | |
| Kuch bhi ban sakte hain | |
| Toh ab main kya banu? | |
| Kisi se baat kar loon main zyada toh | |
| Uski awaaz reh jaati hai | |
| Phir jab main sochta hoon, uski awaaz mein sochta hoon | |
| Mujhe lagta hai main kya ban raha hoon ye | |
| Apne doston se darr lagta hai | |
| Mujhe lagta hai main apne dost ban jaunga | |
| Rasta do jaane ko | |
| Aage jo bhi khada hai | |
| Hum bhi toh jaane kya jo mann mein chhipa hua hai | |
| Mann mein chhipa hua hai | |
| Rasta do jaane ko | |
| Aage jo bhi khada hai | |
| Hum bhi toh jaane kya jo mann mein chhipa hua hai | |
| Mann mein chhipa hua hai | |
| Sadiyon se aise bhaage | |
| Duniya jo mere aage | |
| Sapno se pucha maine | |
| Thamna mujhe sikha de | |
| Thamna mujhe sikha de | |
| Aise mujhe pukaarein | |
| Saagar ke do kinaare | |
| Drishti se hain pare vo | |
| Hain bhi koi na jaane | |
| Jaanein ye dil ko phir bhi | |
| Baatein meri na maanein | |
| Rishton ke dhaagon se ye | |
| Mann ko mere kyu baandhein? | |
| Dikhta hai mujhko bhi | |
| Tu likhta hai mere baare | |
| Koshish toh ki maine bhi | |
| Par tum jhoothe ho saare | |
| Par tum jhoothe ho saare | |
| Kabtak bhaagenge aise | |
| Khud ko baithe hum haare | |
| Samjhaate rehte hain kyu | |
| Khud ko khud hi ke baare | |
| Khud ko khud hi ke baare | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Meri awaaz hai ye | |
| Excuse me | |
| Sharaarat hai ya na ye toh tujhe pata hi hoga | |
| Koi mere siva yahan tera saga bhi hoga? | |
| Meri zindagi bhi teri hi toh hai | |
| Aur teri ye khushi bhi meri hi toh hai | |
| Tu bechari | |
| Main bechara | |
| Wahi samay phir yahan dobara | |
| Apna sa lagta tera sahara | |
| Banegi kya phir mera kinara? | |
| Bas aaj ke liye | |
| Bas aaj ke liye | |
| Bas aaj ke liye | |
| Thodi massage ke liye | |
| Ruk na mere sang | |
| Tu ruk na mere sang | |
| Yahin hai mera mann | |
| Yahin hai mera mann | |
| Ghul jaana tujhmein | |
| Bhool jaana hain hum kis liye | |
| Guftagu adrishya hawa se | |
| Guftagu adrishya hawa se |