[00:36.78] |
Chipak-chapak ke chalti hain |
[00:39.15] |
Kabhi kabhi do raahein |
[00:41.27] |
Jude-jude kuch aise ki laga ho jaise gum |
[00:45.78] |
Double-double hoti thi jo kabhi-kabhi taqleefein |
[00:50.15] |
Kisi ke sang mein chalne se hui half se kum |
[00:54.52] |
Ho tera-mera mera-tera |
[00:55.71] |
Tera-mera mera-tera qissa atrangi |
[00:59.08] |
Kabhi-kabhi chalti hai |
[01:00.37] |
Kabhi-kabhi rukti kahani bedhangi |
[01:03.59] |
Kashmir main tu kanyakumari |
[01:08.11] |
North-south ki kat gayi dekho doori hi saari |
[01:12.48] |
Kashmir tu main kanyakumari |
[01:17.15] |
Fifty-fifty har situation mein hissedari |
[02:06.75] |
Ek taraf to jhagda hai saath phir bhi tagda hai |
[02:11.01] |
Do kadam chalte hain to lagta hai aath hain |
[02:15.87] |
Do tarah ke flavour sau tarah ke tevar |
[02:20.22] |
Dar-badar firtein hain ji phir bhi apni thaath hai |
[02:24.31] |
Kabhi-kabhi chale seedhe kabhi mud jaayein |
[02:26.52] |
Kabhi-kabhi kahin tootein kahin jud jaayein |
[02:28.69] |
Hum sham-sahar ke |
[02:30.06] |
Chaaron pahar ke |
[02:31.19] |
Mood mein dhal jaayein |
[02:33.29] |
Kashmir main tu kanyakumari |
[02:37.84] |
Uttar ne dakshin ko aflatoon aankh maari |
[02:42.23] |
Kashmir tu main kanyakumari |
[02:46.90] |
Tel bechne jaaye toh phir yeh duniya saari |
[02:51.50] |
Hey hey |
[03:18.45] |
Main zara sa puncture to tu hawa ke jaisi hai |
[03:22.87] |
Sath ho to pahiye taqdeeron ke tight ho |
[03:27.66] |
Bulb ban jaaun main aur tu switch ban jaa |
[03:32.03] |
Bhaad mein jaaye duniya apni batti light ho |
[03:36.17] |
Kabhi-kabhi chale seedhe kabhi mud jaayein |
[03:38.33] |
Kabhi-kabhi paidal kabhi ud jaayein |
[03:40.45] |
Humein dekh zamane walon ki chaahe naak sikud jaye |
[03:45.02] |
Kashmir main tu kanyakumari |
[03:49.61] |
Halke-fulke packet mein dekho mushqil bhari |
[03:54.06] |
Kashmir tu main kanyakumari |
[03:58.60] |
Hindi mein gustakhi hai to english mein sorry |
[04:03.16] |
Chipak-chapak ke chalti hain |
[04:05.33] |
Kabhi kabhi do raahein |
[04:07.49] |
Jude-jude kuch aise ki laga ho jaise gum |
[04:12.10] |
Double-double hoti thi jo kabhi-kabhi taqleefein |
[04:16.51] |
Kisi ke sang mein chalne se hui half se kum |
[04:20.86] |
Ho tera-mera mera-tera |
[04:21.92] |
Tera-mera mera-tera qissa atrangi |
[04:25.50] |
Kabhi-kabhi chalti hai |
[04:26.80] |
Kabhi-kabhi rukti kahani bedhangi |
[04:29.90] |
Kashmir main tu kanyakumari |
[04:34.48] |
North-south ki kat gyi dekho doori hi saari |
[04:38.87] |
Kashmir tu main kanyakumari |
[04:43.37] |
Fifty-fifty har situation mein hissedari |