| Kaisa sukoo'n hai? | |
| Har paasey tu hai | |
| Ata nahe hai mujhkou sehna (kyun?) | |
| Bhardou iss dil kay khaakey | |
| Bolo badley mai kiya dein? | |
| Muhabbat kam parey tou kehna (Yeah Yeah) | |
| Likh daaley Qaseedey kahin tum parhti nahe | |
| Nazuk woh haalat-e-dil, aur bigarti rahi | |
| Shikayatein laabou pey ati rahi | |
| Sudharney ki toufeeq kahan thi abhi? | |
| Aik shaam jab aogey giley ginwaogey | |
| Kehdunga mujhey tum yaad he nahe | |
| Inteha hui bas abb | |
| Har zulm phele sey barh kar | |
| Tham gaye hain woh aatey aatey jou jaan detey thay kal tak | |
| Atey hain terey qadmou mai | |
| Kitney mujh jaisey har shab he | |
| Nayaab hain ujaley barsou sey | |
| Yeh saari roonaqein tujh sey thein | |
| Taasuraat lagey aaj | |
| Be-qabu hain gham kay saaz | |
| Kiya kuch karwa gayi hai "Mouseeqi" (Mouseeqi) | |
| Woh aik lamha, aik khayal, lagta hai abb aik aik saal | |
| Aajiz agaye hain khud sey he (khud sey he) | |
| Aajiz agaye sehtеy sehtey | |
| Har ada kay agay behkay | |
| Sirf kheriyat poochein woh | |
| Dil laga gaye bethey bethey | |
| Kiya ab dil bech aaein bolou? | |
| Ya ghanimat samjhein dono | |
| Baarish ki tarah hou tum bhi mann bhela detey hou choro | |
| Hansna tak bhool chukey hain hum | |
| Yeh chehrey udaas he sahi hain | |
| Itni shid'dat sey tootey hain kay jur jayein waapis sawal he nahe hai | |
| Neend tou bas aik bahana tha | |
| Tujh sey rihayi ka dard-e-tanhayi ka | |
| Warna Kasam Khuda ki | |
| In aankhou mai bacha koi khuwaab he nahe hai | |
| Atey hain terey qadmou mai | |
| Kitney mujh jaisey har shab he | |
| Nayaab hain ujaley barsou sey | |
| Yeh saari roonaqein tujh sey thein | |
| Taasuraat lagey aaj | |
| Be-qabu hain gham kay saaz | |
| Kiya kuch karwa gayi hai "Mouseeqi" (Mouseeqi) | |
| Woh aik lamha, aik khayal, lagta hai abb aik aik saal | |
| Aajiz agaye hain khud sey he (khud sey he) |
| Kaisa sukoo' n hai? | |
| Har paasey tu hai | |
| Ata nahe hai mujhkou sehna kyun? | |
| Bhardou iss dil kay khaakey | |
| Bolo badley mai kiya dein? | |
| Muhabbat kam parey tou kehna Yeah Yeah | |
| Likh daaley Qaseedey kahin tum parhti nahe | |
| Nazuk woh haalat-e-dil, aur bigarti rahi | |
| Shikayatein laabou pey ati rahi | |
| Sudharney ki toufeeq kahan thi abhi? | |
| Aik shaam jab aogey giley ginwaogey | |
| Kehdunga mujhey tum yaad he nahe | |
| Inteha hui bas abb | |
| Har zulm phele sey barh kar | |
| Tham gaye hain woh aatey aatey jou jaan detey thay kal tak | |
| Atey hain terey qadmou mai | |
| Kitney mujh jaisey har shab he | |
| Nayaab hain ujaley barsou sey | |
| Yeh saari roonaqein tujh sey thein | |
| Taasuraat lagey aaj | |
| Be-qabu hain gham kay saaz | |
| Kiya kuch karwa gayi hai " Mouseeqi" Mouseeqi | |
| Woh aik lamha, aik khayal, lagta hai abb aik aik saal | |
| Aajiz agaye hain khud sey he khud sey he | |
| Aajiz agaye seht y sehtey | |
| Har ada kay agay behkay | |
| Sirf kheriyat poochein woh | |
| Dil laga gaye bethey bethey | |
| Kiya ab dil bech aaein bolou? | |
| Ya ghanimat samjhein dono | |
| Baarish ki tarah hou tum bhi mann bhela detey hou choro | |
| Hansna tak bhool chukey hain hum | |
| Yeh chehrey udaas he sahi hain | |
| Itni shid' dat sey tootey hain kay jur jayein waapis sawal he nahe hai | |
| Neend tou bas aik bahana tha | |
| Tujh sey rihayi ka dard-e-tanhayi ka | |
| Warna Kasam Khuda ki | |
| In aankhou mai bacha koi khuwaab he nahe hai | |
| Atey hain terey qadmou mai | |
| Kitney mujh jaisey har shab he | |
| Nayaab hain ujaley barsou sey | |
| Yeh saari roonaqein tujh sey thein | |
| Taasuraat lagey aaj | |
| Be-qabu hain gham kay saaz | |
| Kiya kuch karwa gayi hai " Mouseeqi" Mouseeqi | |
| Woh aik lamha, aik khayal, lagta hai abb aik aik saal | |
| Aajiz agaye hain khud sey he khud sey he |