|
Balam pichkari jo tune mujhe maari |
|
Toh bole re zamana kharabi ho gayi |
|
Mere ang raja, jo tera rang laga |
|
Toh seedhi-saadi chhori sharabi ho gayi |
|
Itna maza, kyun aa raha hai |
|
Tune hawa mein bhaang milaya |
|
Itna maza, kyun aa raha hai |
|
Tune hawa mein bhaang milaya |
|
Dugna nasha, kyun ho raha hai |
|
Aankhon se meetha tune khilaya |
|
Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi |
|
Manchali chaal kaise nawaabi ho gayi, toh? |
|
Balam pichkari jo tune mujhe maari |
|
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi |
|
Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka |
|
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2) |
|
Teri kalaai hai, haathon mein aayi hai |
|
Maine maroda toh lagti malaai hai |
|
Mehenga padega ye chaska malaai ka |
|
Upvaas karne mein teri bhalaai hai |
|
Ho bindiya teri mehtaabi ho gayi |
|
Dil ke armaanon mein behisaabi ho gayi |
|
Balam pichkari jo tune mujhe maari |
|
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi |
|
Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka |
|
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2) |
|
Kyun 'no-vacancy' ki, hothon pe gaali hai |
|
Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai |
|
(kamra toh khaali hai...) |
|
Mujhko pata hai re |
|
Kya chahata hai tu |
|
Boli bhajan teri |
|
Neeyat Qawwali hai |
|
Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi |
|
Tu toh har taale ki aaj chaabi ho gayi, toh? |
|
Balam pichkari jo tune mujhe maari |
|
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi |
|
Haa, Jeans pahen ke jo tune maara thumka |
|
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2) |
|
Haan, bole re zamana kharabi ho gayi |
|
Haan, bole re zamana kharabi ho gayi... |