Mein Ravaa

Mein Ravaa Lyrics

Song Mein Ravaa
Artist EPR Iyer
Album Protest Poetry
Download Image LRC TXT
[00:15.36] Main ravaa khayaalon mein main dooba
[00:19.83] Rubaroo mere savaalon ke?
[00:22.24] Jaanu na kya arzoo hai meri
[00:25.84] Kaarvaan yeh chalti saason ki
[00:30.92] Main ravaa
[00:31.97] Marodein kitne gend kaagazon ke pheke
[00:34.08] Thehre phaile mailey bhoomital Mein ki
[00:36.00] Bhoomika nibhaani kiski mujhko
[00:37.75] Poochhtach ye khud se khud ki khud ko
[00:39.80] Pustakon ke pannon men mai kabza
[00:41.87] Kiski pangtiyaan ye kiska jazba
[00:43.86] Garaj raha main prashno ka woh badal
[00:45.87] Kashmakash-E-zindagi ke Kaabil
[00:47.87] Shayad hi Saahil pe ilzaam du
[00:50.03] Naavik ko aashray ki aasha-dhoop
[00:52.00] Manzil Musafir ki aankhein kyu
[00:54.03] Sagar Siyasi mein toofan yu
[00:56.00] Inaayat hai lafzon ka mujh par
[00:57.92] Khwabeeda jhooton ko sach ban kar
[00:59.83] Vastavikta ke sheeshon par
[01:01.94] Vaar prahaar Daraar
[01:03.44] Main ravaa khayaalon mein main dooba
[01:07.81] Rubaroo mere savaalon ke?
[01:10.36] Jaanu na kya arzoo hai meri
[01:13.98] Kaarvaan yeh chalti saason ki
[01:18.86] Main ravaa
[01:35.89] Sangharshon ke Sangati mein rangat
[01:38.17] Fungus na lagte mujhpe main pathhar
[01:40.15] Rolling meri soch main schrodinger
[01:42.28] Yeh aag iztiraar fitrat
[01:43.94] Himmat hai Aankhon mein thoosey
[01:45.82] Meri Jootein tazurbey ka roop le
[01:47.92] Touche' Muhavaron ka Buffet
[01:49.78] Mere ootein Jahaaj registaan se poochhe
[01:52.07] Couple de etat ye rooh ki chipchipahat
[01:54.14] Kuchle kitne Shashano ki aahat
[01:56.16] Faislon ki saikadon adaalat
[01:58.05] Kathgharon mein kaid atke aadat
[02:00.14] Raahat shahadat mein saahas
[02:01.80] Ijazat ki baazuon mein takkar
[02:03.96] Kahavat ki sau sunaar ek lohaar
[02:06.01] Dhaar hai toh jaan aur main
[02:07.97] Main ravaa khayaalon mein main dooba
[02:11.73] Rubaroo mere savaalon ke?
[02:14.39] Jaanu na kya arzoo hai meri
[02:18.21] Kaarvaan yeh chalti saason ki
[02:24.84] Main ravaa
[02:26.13]
Mein Ravaa Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)