Gumshuda

Gumshuda Lyrics

Song Gumshuda
Artist SAMAA
Album Gumshuda
Download Image LRC TXT
作词 : Ali Nizamani/Satchith Harve/Priti Kandlur
作曲 : Ali Nizamani/Satchith Harve/Priti Kandlur
Har pal teri, yaadein mere
Khayalon mein, basee hain
Har woh lamha, the saath hum tum
Kahaan woh, kho gaye hain
Deewana, main hua
Tum kya jaano kyun jaan e jaan
Haan, kho gaya
Teri yaadon mein ab toh main raat din
Gumshuda, kaise hua
Aake sun ja jo hai kahaa
Bas ek pal, hai pyaar ka
Phir hai hona humko fanaa
Main gumshuda
Ek baar sun toh zaraa
Kya mere dil ne kahaa hai woh
Hua fanaa
Agar saath doge mera
Phir chhod denge zamane ko
Haan gumshuda, main hua,
Phir na kehna tum alvida
Chahe jo hai, hai faisala
Mil ke honge na, honge na hum tum judaa
Gumshuda, kaise hua
Aake sun ja jo hai kahaa
Bas ek pal, hai pyaar ka
Phir hai hona humko fanaa
Main gumshuda
Main gumshuda, mann kho gaya hai
Oh jaan-e-jaan, kahaan chhupa hai
Oh jaan-e-jaan, kahaan chhupa hai
Sun zara, tay kar liya
Ab saath rehna humko yahaan
Main gumshuda, haan ho gaya
Phir na kehna yun alvida
Haan gumshuda...
zuo ci : Ali Nizamani Satchith Harve Priti Kandlur
zuo qu : Ali Nizamani Satchith Harve Priti Kandlur
Har pal teri, yaadein mere
Khayalon mein, basee hain
Har woh lamha, the saath hum tum
Kahaan woh, kho gaye hain
Deewana, main hua
Tum kya jaano kyun jaan e jaan
Haan, kho gaya
Teri yaadon mein ab toh main raat din
Gumshuda, kaise hua
Aake sun ja jo hai kahaa
Bas ek pal, hai pyaar ka
Phir hai hona humko fanaa
Main gumshuda
Ek baar sun toh zaraa
Kya mere dil ne kahaa hai woh
Hua fanaa
Agar saath doge mera
Phir chhod denge zamane ko
Haan gumshuda, main hua,
Phir na kehna tum alvida
Chahe jo hai, hai faisala
Mil ke honge na, honge na hum tum judaa
Gumshuda, kaise hua
Aake sun ja jo hai kahaa
Bas ek pal, hai pyaar ka
Phir hai hona humko fanaa
Main gumshuda
Main gumshuda, mann kho gaya hai
Oh jaan-e-jaan, kahaan chhupa hai
Oh jaan-e-jaan, kahaan chhupa hai
Sun zara, tay kar liya
Ab saath rehna humko yahaan
Main gumshuda, haan ho gaya
Phir na kehna yun alvida
Haan gumshuda. . .
zuò cí : Ali Nizamani Satchith Harve Priti Kandlur
zuò qǔ : Ali Nizamani Satchith Harve Priti Kandlur
Har pal teri, yaadein mere
Khayalon mein, basee hain
Har woh lamha, the saath hum tum
Kahaan woh, kho gaye hain
Deewana, main hua
Tum kya jaano kyun jaan e jaan
Haan, kho gaya
Teri yaadon mein ab toh main raat din
Gumshuda, kaise hua
Aake sun ja jo hai kahaa
Bas ek pal, hai pyaar ka
Phir hai hona humko fanaa
Main gumshuda
Ek baar sun toh zaraa
Kya mere dil ne kahaa hai woh
Hua fanaa
Agar saath doge mera
Phir chhod denge zamane ko
Haan gumshuda, main hua,
Phir na kehna tum alvida
Chahe jo hai, hai faisala
Mil ke honge na, honge na hum tum judaa
Gumshuda, kaise hua
Aake sun ja jo hai kahaa
Bas ek pal, hai pyaar ka
Phir hai hona humko fanaa
Main gumshuda
Main gumshuda, mann kho gaya hai
Oh jaan-e-jaan, kahaan chhupa hai
Oh jaan-e-jaan, kahaan chhupa hai
Sun zara, tay kar liya
Ab saath rehna humko yahaan
Main gumshuda, haan ho gaya
Phir na kehna yun alvida
Haan gumshuda. . .
Gumshuda Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)