| Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya | |
| Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar | |
| Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar | |
| Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar | |

| Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar | |
| Intezaar. Intezaar. | |
| Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar | |
| Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar | |
| Mujhe yaadein aakar teri bechain bana jaati hai | |
| Aashiq ko ishq mein bas dua kaam aati hai | |
| Ye kaisa haal kiya tere pyaar ne bata | |
| Neend aati hai to aankhe meri bura maan jaati hai | |
| Chanda ki chandani pade tere tann pe | |
| Jalta hai mann mera prem ki agan me | |
| Aaja le chalu main tujhko saatve gagan pe | |
| Jiya nahin jaata mujhse aur iss tadpan me | |
| Karta hu intezaar karna chahta hu ikraar | |
| Tujhe dhundhu tere sheher mein | |
| De baitha hu main ishtehaar | |
| Yaa aar kar yaa paar haan | |
| Mujhe karke dekh pyaar haan | |
| Main saare vachan nibhaunga | |
| Main launda jamuna paar ka | |
| Mehshus karna chahta hu teri mithi saanson ko | |
| Aur kuch na dikhe itne paas teri aankhon ko | |
| Aagosh mein jo ghere baithe tere un haathon ko | |
| Tu phool hai gulaab ka to seh lu tere kaanton ko | |
| Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya | |
| Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar | |
| Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar | |
| Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar | |
| Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya | |
| Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar | |
| Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar | |
| Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar | |
| Intezaar. Intezaar. | |
| Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar | |
| Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar | |
| My love is endless | |
| I want you give me your side | |
| I ride to the moon | |
| Don't you forget this I love you | |
| Always in my mind I just wanna see you through | |
| Karta hu main pyaar beshumaar beshumaar | |
| Socha na socho na mera pyaar beshumaar | |
| Abhi abhi aa gaya ve kar le ikraar main na manunga | |
| Abhi abhi aa gaya ve kar le ikraar main na manunga | |
| Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya | |
| Dekho dekho dekho dekho mujhse mere yaar | |
| Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar | |
| Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar |