| [00:00.15] | Apne se shuru hai kahe kaa guroor hai |
| [00:02.04] | Iska uska nahin sabka kasoor hai |
| [00:03.99] | Kuch karna zaroor hai |
| [00:04.73] | Vastav ke antt mein khud ki bhul hi |
| [00:06.82] | Khud kaa khun hai |
| [00:07.84] | Bacchon ko kaam nahin bacchon ko school de |
| [00:09.60] | Jaise paise vaise sehat ko mool de |
| [00:11.38] | Bacchon ko kaam nahin bacchon ko school de |
| [00:13.18] | Jaise paise vaise sehat ko mool de |
| [00:15.03] | Nahin pata karenge kya |
| [00:18.73] | Aaja bata mile kahaan |
| [00:21.53] | Sab jagah galti hai |
| [00:23.22] | Sab jagah sab jagah jaldi hai |
| [00:25.60] | Duniya na rukti hai |
| [00:26.91] | Tujh ko na mujh ko yeh puchti hai |
| [00:29.64] | Nahin pata karenge kya |
| [00:33.37] | Aaja bata mile kahaan |
| [00:36.85] | Sab jagah galti hai |
| [00:38.13] | Sab jagah sab jagah jaldi hai |
| [00:40.52] | Duniya na rukti hai |
| [00:41.88] | Tujh ko na mujh ko yeh puchti hai |
| [00:44.30] | Har ek cheez de khilaf ae duniya sari |
| [00:45.81] | Apni cheej ehna nu hundi ae jan ton pyari |
| [00:47.74] | Bas bakiyan nu wekh sadd de phirde |
| [00:49.27] | Sadde naal hunde sege aaj tan nu chadh ge kiddan |
| [00:51.56] | Pataa nai mainu vi socheya bas kitta shuru te agge da mainu vi |
| [00:54.99] | Pata nai seega kamjor kafi par |
| [00:56.82] | Dekh aaj kithe main kayiyaan de band kite haase vi |
| [00:58.99] | Galat fehmiyaan naa rakh mere khilaaf tu |
| [01:00.58] | Banaa ki mein saabit kardunga te |
| [01:02.47] | Lang junga par tere nazaran de saamne yo |
| [01:04.23] | Panchi azaad naa tussi fadh sakde yo |
| [01:06.13] | Dastur hi kuch edaa da aukhe vele naal |
| [01:08.25] | Gine chune baki ho jaande farar |
| [01:09.78] | Boll mere karde ne tere hik te var |
| [01:11.55] | Assi mudd ton jaandar te kam pura khunkhar |
| [01:13.69] | Ho geyaan log zalim bahaut |
| [01:15.68] | Pharya gandh ennaa chh yaraa bahaut |
| [01:17.43] | Ae karan dikhave bas andron khokle |
| [01:19.56] | Sare ne nakli log |
| [01:21.10] | Samajh na aave hunn karna ki |
| [01:23.47] | Badalnaa kuch ya rehna sab edda hi |
| [01:25.38] | Badal gaya je kuch soch rehni tuhaadi ohni hi |
| [01:28.72] | Nahin pata karenge kya |
| [01:32.38] | Aaja bata mile kahaan |
| [01:35.50] | Sab jagah galti hai |
| [01:37.26] | Sab jagah sab jagah jaldi hai |
| [01:39.64] | Duniya na rukti hai |
| [01:40.96] | Tujh ko na mujh ko yeh puchti hai |
| [01:43.57] | Nahin pata karenge kya |
| [01:47.27] | Aaja bata mile kahaan |
| [01:50.45] | Sab jagah galti hai |
| [01:51.87] | Sab jagah sab jagah jaldi hai |
| [01:54.17] | Duniya na rukti hai |
| [01:55.79] | Tujh ko na mujh ko yeh puchti hai |
| [01:57.93] | Nahin ruke duniya yeh chalti rehti |
| [01:59.53] | Koi aage koi piche yeh jhat se dehti |
| [02:01.49] | Humein kya pata kya sahi kya hai galti |
| [02:03.06] | Log kate ek dusre ko banke kainchi |
| [02:04.92] | Isliye nazdeek lage khatma |
| [02:06.67] | Yahan madad pe badhta koi hath na |
| [02:08.62] | Insan khud hi ek insan ko jalata |
| [02:10.67] | Aur karte ghar baith ke prarthna |
| [02:12.41] | Har saal naye nare har saal naya josh |
| [02:14.47] | Koi jaal mein na aaye toh muh band kar do |
| [02:16.24] | Hai banati sarkar humein bante jate |
| [02:17.87] | Desh baad mein tum dhyan pehle hum par do |
| [02:19.86] | Chalo kam kare yahaan bhare jada jungle |
| [02:21.51] | Aadhi kanch ki imarat lage aadha khandar |
| [02:23.29] | Karo mausam ki chinta jalati jab dhup |
| [02:25.23] | Hai chala ke pankhe daftaar ke andar |
| [02:27.22] | Lagi padi yahaan sab ko jaldi |
| [02:29.18] | Hai jo girte bheed mein yeh kuchal ke chalti |
| [02:30.63] | Hote saude uske bhi dharam ke naam par |
| [02:32.73] | Toh kare koi kaise ab parvah jal ki |
| [02:34.65] | Jo hum dete usko vo hai deta wapas |
| [02:36.24] | Hum lete usse vo hai deta taqat |
| [02:38.50] | Yeh paisa padosi ghamand aur rivaaj |
| [02:40.49] | Ab sath hi samay ke hai bante ghataak |
| [02:42.80] | Nahin pata karenge kya |
| [02:46.56] | Aaja bata mile kahaan |
| [02:49.76] | Sab jagah galti hai |
| [02:51.03] | Sab jagah sab jagah jaldi hai |
| [02:53.24] | Duniya na rukti hai |
| [02:54.74] | Tujh ko na mujh ko yeh puchti hai |
| [02:57.32] | Nahin pata karenge kya |
| [03:01.27] | Aaja bata mile kahaan |
| [03:04.49] | Sab jagah galti hai |
| [03:05.71] | Sab jagah sab jagah jaldi hai |
| [03:07.94] | Duniya na rukti hai |
| [03:09.40] | Tujh ko na mujh ko yeh puchti hai |
| [03:12.17] | Bacchon ko kaam nahin bacchon ko school de |
| [03:13.96] | Jaise paise vaise sehat ko mool de |
| [03:15.88] | Bacchon ko kaam nahin bacchon ko school de |
| [03:17.68] | Jaise paise vaise sehat ko mool de |
| [03:19.63] | Bacchon ko kaam nahin bacchon ko school de |
| [03:21.50] | Jaise paise vaise sehat ko mool de |
| [03:23.43] | Bacchon ko kaam nahin bacchon ko school de |
| [03:25.20] | Jaise paise vaise sehat ko |
| [03:26.93] |