Chillam

Chillam Lyrics

Song Chillam
Artist Rossh
Artist Smayra
Album Chillam
Download Image LRC TXT
[00:12.82] Arey Charsi Main Chhora Mere Hath Mein Chillam,
[00:16.23] Uspe Yo Gori Tera Roop Zulam,
[00:19.61] Rey Mat Dar Aaja Thoda Idhar,
[00:22.67] Bhole Ka Bhagat Main Chhora Ghana Gadar,
[00:26.22] Cheez Teri Khatir Chhori Laya Ghani Door Te,
[00:29.73] bolti Hai Jo Bhole Baba Ke Hi Noor Se,
[00:34.14] Bhole Baba Ke Hi Noor Se.
[00:39.78] Main Bhaang Ragad Ke Piya KAroon,
[00:41.25] Mera Bhang Dekh Ke Mar Jayegi,
[00:42.99] Main Lambe Chote Balaan Su Mera Roop Dekh ke Darr Jayegi,
[00:46.34] Chhod De Tu Vodka Aur Chhod De Tu Rum,
[00:49.59] Beech Laiyo Muthi Aur Jor Ke Bhar Dum,
[00:52.67] Bol Bam, Bam, Bam, Bam.
[01:02.68] Teri Is Cheez Mein Pura Hai nasha,
[01:06.38] Isliye Yaar Main Toh Tujhpe Fida,
[01:09.60] Gasht Pilade Bas Hai yahi Raza,
[01:13.03] Chain Thoda De De Chahe Karde Tabaah,
[01:31.67] Koi Sambh Sake Na Kisi Ke Bas Mein,
[01:36.06] Itna Maza Mere Ek kash Mein,
[01:39.46] Rey Duniya Tu Chhod Kagaz Le Morh,
[01:42.81] Ek Puff Maar Le Laga Ke Pura Zor,
[01:46.04] Bam, bam Bolke Pura Dum Bharti Hai,
[01:49.62] Bhole Ke Prasad Pe Sari Duniya Marti Hai,
[01:54.57] Sari Duniya marti Hai.
[01:59.41] Main Bhole Ka Bhagat Se Bhai,
[02:01.45] Tu Delhi Ki Chhori Se,
[02:03.08] Itna Ehmi Roop Se Tera, Kyun Tension Mein Ho Rahi Se,
[02:06.33] Rey Ek Sutta Maar Sare Bhool Kegi Gum,
[02:09.39] Beech laiyo Muthi Aur Zor Ke Bhar Dum,
[02:12.75] Bol Bam, Bam, Bam, Bam,
[02:19.17] Jab Rap Kare Rossh Sab Bolein.
[02:23.91]
Chillam Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)