| Huye bechain pehli baar, | |
| Humne raaz ye jaana... | |
| Mohabbat mein koi aashiq, | |
| Kyon ban jata hai deewana... | |
| Agar iqrar ho jaye, | |
| Kisi se pyaar ho jaye, | |
| Bada mushkil hota hai dil ko samjhana... | |
| Huye bechain pehli baar, | |
| Humne raaz ye jaana... | |
| Mohabbat mein koi aashiq, | |
| Kyon ban jata hai deewana... | |
| Tasabbur ke haseen lamhe tera ehsaas karte hain, | |
| Tera jab zikra aata hai to milne ko tadapte hain, | |
| Humara haal na puchho ki duniya bhool baithe hain, | |
| Chale aao tumhare bin na marte hain na jeete hain... | |
| Suno achcha nahi hota kisi ko aise tadpana, | |
| Mohabbat mein koi aashiq kyun ban jata hai deewana. | |
| Agar ye pyaar ho jaye kisi pe dil jo aa jaye, | |
| Agar ye pyaar ho jaye kisi pe dil jo aa jaye, | |
| Bada mushkil hota hai dil ko samjhana. | |
| Huye bechain pehli baar | |
| Humne raaz ye jaana | |
| Tu hi hai tu hai, | |
| Tu hi hai... | |
| Oooo... | |
| Phalak se poochh lo chahe, | |
| Gawah ye chhand taarein hain, | |
| Na samjho ajnabee sadiyon se, | |
| Hum to bas tumhare hain, | |
| Mohabbat se nahi waaqif, | |
| Bahot anjaan lagti ho, | |
| Hume milna jaroori hai, | |
| Haqeeqat na samajhti ho. | |
| Koi kaise samajh paye | |
| Kisi ke dil ka afsana | |
| Mohabbat mein koi aashiq | |
| Kyon ban jata hai deewana | |
| Agar iqrar ho jaye, | |
| Kisi se pyaar ho jaye, | |
| Bada mushkil hota hai dil ko samjhana... | |
| Huye bechain pehli baar, | |
| Humne raaz ye jaana... | |
| Mohabbat mein koi aashiq, | |
| Kyon ban jata hai deewana... |