|
Ghar se nikle Lad-jhagad ke |
|
Ladke sar pakadke tadpe |
|
Karte tuutne // |
|
Sar pe chadke kuutne // |
|
Ko hai tayyaar maal fuukne // |
|
Ko, naal tu chale to chal tu |
|
Faltu mein na machal tu |
|
Jamnapaar ka safar tu |
|
Kar tu paar aaj, |
|
Mere sath aaj mere yaar aas-paas khaas-khaas saare badmizaaj, |
|
Fir bhi sabke bas mein aaj sabki jhaanj |
|
Sabke paas apne raaz |
|
Tuutne ye Laelaaj! |
|
Aaj bhi |
|
Ashiqui tutiono' ko gate pe |
|
Launde aankhe gadaaye baithe |
|
Gate pe yu dheet se |
|
Ladki nikli pichhe se |
|
Ladka man lagaaye baitha |
|
Baatcheet puri kyuki |
|
Ladka dum lagaaye baitha! |
|
Ladka kam kamaaye, |
|
Uska kharcha uske sar pe baitha// |
|
Ladka ghar chalaaye, |
|
Uska sapna uske man mein baitha // |
|
Pura kar na paaye, |
|
Uski topi uske sar pe padti sabki fatri |
|
Bhai dekho tight hai" |
|
Bhai ne peg lagaaya dekho hone wali fight hai" |
|
Chhod bhaaga sabka saaya out puuri night hai" |
|
Sarai-kaale-khan scootiyo'n pe marathon |
|
Saare bhai apne pichhe sath apne gair kon? |
|
School bunks kat-te bajte apne rap songs |
|
Piddu bachcha nikle pichhe se, |
|
puchhe "What happened dawg?" sab khairiyat? |
|
Saare bande hai real, |
|
Main paar karta barrier, |
|
Khata sabke career" |
|
Nayi dilli 92 se aaya ladka tez // |
|
chalta market mein, |
|
Dekho iska badhta craze |
|
Ghar mein ghuste |
|
Muu se muu pe |
|
Bhapke padte duusro pe |
|
Baap mujhse bole tu shuru se |
|
Fukro ke sath uthna baithna |
|
Jo karta hai to dekhna, |
|
Main bhi razi mere fefdo pe break na" |
|
1k se 1 lakh ek song bekna |
|
Anek jo the fake yaha pe sabke pichhe tekna// |
|
Main ek khaufnaak hausl-e-viraam hu, |
|
Main bhand kaafile ka palta khaufnaak khaab hu, |
|
Bhot kaam kaaj aaj mere kaandhe par main, |
|
Faasle yu naapu baate kar jo baithu jhaanj kar main, |
|
Kaartoos pass kar be trap wali baatcheet, |
|
BC chhod asli rap wali baatcheet! |
|
Jamnapaari hum hai kam hai lagte tumko gar to, |
|
Karta hu main jo in shabdo se wo tumjo kardo, |
|
Khaali sadta bheja tera shabdkosh se jo bhardu, |
|
Bas mein karke vash mein karke kasht mein main vyast kardu! |
|
Nasht kardu saare tere hausle // |
|
Faisle pe faisle adaalate mizaaj mere paitrein |
|
Main rappero'n ke sar pe chadke maaru aise rehpate! |
|
Unke gharpe kalpe saare gharpe chalte ghrehkalesh! |
|
Life meri ash mein |
|
Baatcheet Cash mein |
|
Raga chadhta sabke mu pe sabke sarpe hai craze |
|
Aflatoon drag race dilli 6 ki baatcheet! |
|
Chaapado se ladte mu se karte baat ni // |
|
Ye baat ki jo khaal thi wo baat ko pata bhi ni// |
|
Main baat ko bataadu ulta sabke man ki baat ki// |
|
Main, bolu baate aam aadmi ki aaj bhi |
|
main ashiqui ki baat karta sath Hiphop bhi" |
|
Hai job meri bhot hi ajeeb si, azeez si, |
|
kameen cheez easily main bakta jaise meri jeet hai ye // |
|
Jamnapaari uchhle apne kadmo'n pe sadmo'n se pare jo bajta dekho |
|
APNA GEET HAI YE! |