| Dekh mera music label | |
| Dekh mera manager | |
| Dekh mere badalte din jaise calendars | |
| Is industry ka main superman, yeh saare avengers | |
| Main is industry ka akela, mere jaise na rappers | |

| Dekh, kitno ki jali mujhse | |
| Machi khalbali aaya main jab se | |
| Har gali mein hai mere hi charche | |
| Har gadhi mujh jaisa bane ko tarse | |
| 2 Saal hua nikla tha ghar se | |
| Ladke jhagad ke na karta tha mar se | |
| Likhta rehta tha main, bharta tha parche | |
| Form na bharta main bakchodi karke | |
| Laga parson se parson ke ladke yeh karne ko nikle hai diss mujhe | |
| Mere kandhon pe poora rap game | |
| Khud hu chalata, jaise vishnu main | |
| Choda sab jo galat tha mujhme | |
| Mujhe lagta hai tujhko na hai akal | |
| Maine kar choda jo tu ab kare | |
| Kyuki lagta hai tujhme na hai akal | |
| Ab uth gaya mudda dubara, tu dekh | |
| Lagta hai kitna bechara, tu dekh | |
| Rap hai meri mashooka | |
| Main shaadishuda kab tak hoon main kunwara, tu dekh | |
| Kartab na karke dikha raha na fake | |
| Har waqt badhte hi jaa raha main straight | |
| Badbad tu karta begaari | |
| Tu jaise bhikari kya dene main wala, tu dekh | |
| Dekh mera music label | |
| Dekh mera manager | |
| Dekh mere badalte din jaise calendars | |
| Is industry ka main superman, yeh saare avengers | |
| Main is industry ka akela, mere jaise na rappers | |
| Dekh mera music label | |
| Dekh mera manager | |
| Dekh mere badalte din jaise calendars | |
| Is industry ka main superman, yeh saare avengers | |
| Main is industry ka akela, mere jaise na rappers | |
| Dekh kaise badla sab | |
| Kaise bane hum zero se hero | |
| Dekh, mere saath ab meri awaam hai jo kahe mujhe chiro | |
| Paka pakaya khane ki aadat nahi, tabhi kari shuruwat shuru se | |
| Kala se bhari jeb, kitno ki misaal | |
| Kaise hona kamyab aao seekho guru se | |
| I'm a smart artist, multitasking with dard sthan, core processor | |
| Control shift B wale punch na maarte jamuna paar ke rapper | |
| Hot hai yaha saare full power | |
| Aag laga di hai scene mein aakar | |
| Bachcha bachcha aaj naam sajjan | |
| Kaise sabki zubaan pe chad gaya yaavar | |
| Yeh raaz hai, aaj maa ko meri mujhpe naaz hai | |
| Jin galiyon mein bachapan bita | |
| Aaj suno un galiyon mein apni awaaz main | |
| Isse na badi koi baat | |
| Log mujhe bole ke main aane wala drake | |
| I started from the bottom, ab jaao main kahaan par aake gada kar dekh |