|
Do pal ka ye jeevan hai |
|
Kaisay yahan jeena sekhon |
|
Dhundla sa yeh manzar hai |
|
Sehmi si khamoshi hai |
|
Yeh meri zindagii |
|
Yeh meri zindagii |
|
Bus ek khwab hai |
|
Ye meri bandagi |
|
Han ek raaz hai |
|
Kaisay bataon kis ko sunaoun |
|
Haal apnay dil ka |
|
Kaisay bataoun |
|
In raaston pe anay walay |
|
Sab kertay hain kyun kinara |
|
In ahaton pe basnay walon se |
|
Pochay kaun hamara |
|
Hum jiye ja rahay hain |
|
Ghum piye ja rahay hain |
|
Hum jiye ja rahay hain |
|
Ghum piye ja rahay hain |
|
Hum jiye ja rahay hain |
|
Ghum piye ja rahay hain |
|
Hum jiye ja rahay hain |
|
Ghum piye ja rahay hain |
|
Ja rahay hain |
|
Ghum piye ja rahay hain |