| Jab teri aankhon mein vo sapna dekha jo | |
| Maine jo dekha tha tune tha socha vo | |
| Har lamha harsu dil mein basi thi tu | |
| Har lamha harsu ruh mein basi thi tu | |
| Umeed hai | |
| Yakeen hai | |
| Tu aaj bhi | |
| Kareeb hai | |
| Umeed hai | |
| Yakeen hai | |
| Tu aaj bhi | |
| Kareeb hai | |
| Aatish ka dariya bhi | |
| Jumbish ka zariya tu | |
| Jalwa jo dekha tha Khwabeeda chehra tu | |
| Dil mein hai zinda tu roushan hai usmein tu | |
| Dil mein hai roushan zinda hai usmein tu | |
| Umeed hai | |
| Yakeen hai | |
| Tu aaj bhi | |
| Kareeb hai | |
| Umeed hai | |
| Yakeen hai | |
| Tu aaj bhi | |
| Kareeb hai | |
| Paake jo khoya vo khoke kyun paaya houn | |
| Dil mein mere tanhaayi ka saaya kyun | |
| Bas itna kehna tha tumse | |
| Aayega ek din jab hogi tu yun rehbar | |
| Main hoga tu hogi duniya se bekhabar | |
| Umeed hai | |
| Yakeen hai | |
| Tu aaj bhi | |
| Kareeb hai | |
| Umeed hai | |
| Yakeen hai | |
| Tu aaj bhi | |
| Kareeb hai |