|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Bus Stop Pe Dekha Tujhe Pehli Baar |
|
Jhatke Mein Ho Gaya Tere Se Pyaar |
|
Bolta Hoon Mein Sachchi Baat |
|
Samaj Mat Isko Bakwaas Kya |
|
Excuse Me... Haan Bolna |
|
Main Pehle Se Shaadi Shuda Re |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Airport Pe Dekha Tujhe Pehli Baar |
|
Flight Mein Ho Gaya Tere Se Pyaar |
|
Bolta Hoon Mein Sachchi Baat |
|
Please Try To Understand Me Yaar |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Main Do Bachcho Ki Maa Re |
|
Abhi To Hoon Sala Roadpati |
|
Ladki Chaahun Karodpati |
|
Jis Ke Das Baarah Bangle Ho |
|
Banna Chaahun Main Uska Pati |
|
Uske Paas Ferari Ho Jis Mein Meri Sawari Ho |
|
Foreign Foran Mein Ghoomu |
|
NRI Ki Woh Chori Ho |
|
Hongi Kahaan Aisi Ladkiyaan |
|
Dhoondo Kahan Unko |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Race Course Mein Dekha Tujhe Pehli Baar |
|
Counter Pe Ho Gaya Tere Se Pyar |
|
Bolta Hoon Mein Sachchi Baat |
|
Samaj Mat Bakwaas Yaar |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Police Mein Hai Mera Miyaan Re |
|
Rang Se Kya Lena Hai |
|
Paisewali Paana Hai |
|
Kya Karun Mein Bhi Yaaron Mehenga Bada Zamana Hai |
|
Ghar Jamai Ban Jaaon Baith Kar Mewa Khaaon |
|
Uske Baap Ke Paise Ko Apni Jeb Se Lootwaaun |
|
Hongi Kahaan Aisi Titliyaan |
|
Dhoondo Kahan Unko |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Barsaat Mein Dekha Tujhe Pehli Baar |
|
Chaate Mein Ho Gaya Tere Se Pyar |
|
Bolta Hoon Mein Sachchi Baat |
|
Kabhi To Samja Kar Yaar |
|
Excuse Me... Bol Re |
|
Dekhe Hai Mera Piya Re |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Excuse Me... Kya Re |
|
Mera Dil Tere Pe Fida Re |
|
Theater Mein Dekha Tujhe Pehli Baar |
|
Interval Mein Ho Gaya Tere Se Pyar |
|
Bolta Hoon Mein Sachchi Baat |
|
Are Tu To Maan Jaa |
|
Excuse Me... Yes Please |
|
Ban Jaa Mera Bhaiya Re |