|
Bhulaon kaisey Woh Pal Jo Mere Bin Tu Jo Beeta Chuka |
|
Lutaon Kesay Jo Anso Meri Yaad Mein Baha Chuka |
|
Mar Main Jaon Faana Ho Jaon |
|
Kahin Mein Jaa K Doon Jaon |
|
Nazar Milaon Tu Yeh Chahon |
|
Ke Teri Ankhon Se Pee Jaon |
|
Pee Jaon Yeh Num |
|
Pi Jaon Yeh Gham |
|
Pee Jaoun Yeh Num |
|
Bhujaon Kaisey Yeh Aag Jo Tere Dil Main Laga Chuka |
|
Sula'on Kaisey Woh Siskian Jo Dil Mein Hoon Daba Chuka |
|
Jo Anso Meri Yaad Mein Baha Chuka |
|
Mar Main Jaon Faana Ho Jaon |
|
Kahin Mein Jaa K Doon Jaon |
|
Nazar Milaon Tu Yeh Chahon |
|
Ke Teri Ankhon Se |
|
Pee Jaon Yeh Ghum |
|
Pee Jaon Yeh Num |
|
Pee Jaon Yeh Gham |
|
Pee Jaon Yeh Num |
|
Mitaon Kaisey Haathon Ki Lakeeron Per Hai Jo Likha |
|
Baaon Kaisey Mujh Ko Hai Tu Bus Tera Hi Aasra |
|
Raat Kali Baat Baqi Ashk Bheege Dil Sawali |
|
Mann Mein Mere Tu Hi Tu Hai Aja Saathi |
|
Teri Baatein Bandagi Hai Tu Hi Meri Zindagi Hai |
|
Lamhe Tune Jo Diye Hein Wohi Meri Dastaan |
|
Pee Jaon Yeh Gham |
|
Pee Jaon Yeh Num |
|
Pass A Mere Sanam |
|
Bhool Jaaa Saray Ghum |
|
Pee Jaaon Yeh Ghum |
|
Pee Jaaon Yeh Num |
|
Pee Jaaon Yeh Ghum |
|
Pee Jaaon Yeh Num |