|
Vaada ha vaada |
|
Jab tak ambar par taare ho, aur dharatee par phul khile |
|
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mile |
|
Samajhe |
|
Jab tak ambar par taare ho, aur dharatee par phul khile |
|
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mile |
|
Karo vaada, ha jee ha vaada |
|
Haan vaada, ha jee ha vaada |
|
Jab tak ambar par taare ho, aur dharatee par phul khile |
|
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mile |
|
Vaada, ha jee ha vaada |
|
Hoo vaada, ha jee ha vaada |
|
Dekho abb bichhade naa milke nigaah |
|
Kaha hai toh ham sada karenge nibaah |
|
Tapee tapee dhulee dhulee saanse hain gavaah |
|
Jiye chaahe mare abb ghategee naa chaah |
|
Vaada bolo bolo, ha jee ha vaada |
|
Kaho na vaada, ha ha jee ha vaada |
|
Hoo jab tak nadiyo me paanee ho, aur pedo ke haath hile |
|
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mil |
|
Vaada bolo bolo, ha jee vaada |
|
Ek baar aur, kahaa na vaada |
|
Dekho kal dhundhe nahee hamako yeh raah |
|
Juda hoke jina ho toh jina hai gunaah |
|
Mile rayeh sada yu hee baaho kee panaah |
|
Ghate naa kabhee mera pyaar hai athah |
|
Vaada bolo, ha jee vaada haan |
|
Haa vaada, de diya na vaada |
|
Hoo phul bichhe ho iss raste me, ya kaanto se paanv chhile |
|
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mil |
|
Vaada, ha jee ha vaada |
|
Hoo vaada, ha jee vaada |
|
Vaada vaada |