|
Der lagi lekin |
|
Maine ab hai jeena seekh liya |
|
Jaise bhi ho din |
|
Maine ab hai jeena seekh liya |
|
Ab maine |
|
Yeh jaana hai, khushi hai kya, gumm kya |
|
Dono hi, do pal ki hai ruttein |
|
Na yeh thehre na rukey |
|
Zindagi do rangon se bane |
|
Ab roothe ab maane |
|
Yehi toh hai, yehi toh hai, yahaan |
|
Der lagi lekin |
|
Maine ab hai jeena seekh liya |
|
Aansuon ke bin |
|
Maine ab hai jeena seekh liya |
|
Ab maine |
|
Yeh jaana hai kise kahoon apna |
|
Hai koi, jo yeh mujhse keh gaya |
|
Yeh kahan tu reh gaya |
|
Zindagi toh hai jaise karvaan |
|
Tu hai tanha kab yahan |
|
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan |
|
Koi sunaaye joh hassti muskaraati kahani |
|
Kehta hai dil, main bhi sunu |
|
Aansu bhi moti ho jo kisi ke nishaani |
|
Kehta hai dil main bhi chunu |
|
Baahein dil ki ho baahon mein chalta |
|
Chalun yunhi raahon mein |
|
Bus yunhi, ab yahan, kab wahan |
|
Der lagi lekin |
|
Maine ab hai jeena seekh liya |
|
Aansuon ke bin |
|
Maine ab hai jeena seekh liya |
|
Hai koi, jo yeh mujhse keh gaya |
|
Yeh kahan tu reh gaya |
|
Zindagi, toh hai jaise karvaan |
|
Tu hai tanha kab yahan |
|
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan |
|
(sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan) |