|
Subah Subah Ye Kya Huva |
|
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon |
|
Nayi Subah Nayi Jagah |
|
Nayi Tarah Se Nayi Dishaayon Mein Chal Raha Hoon |
|
Nayi Nayi Hain Meri Nazar Ya Hain Nazaarein Naye |
|
Yaa Dekhate Khwab Main Chal Raha Hoon |
|
Subah Subah Ye Kya Huva |
|
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon |
|
Nayi Subah Nayi Jagah |
|
Nayi Tarah Se Nay Nazaare Main Dekhata Hoon |
|
Ye Gungunaata Huva Sama, Ye Muskuraati Fiza |
|
Jahaan Ke Saath Main Chal Raha Hoon |
|
Subah Subah Ye Kya Huva |
|
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon |
|
Jo Abhi Hain Usiko Jilein, Jo Diya Wo Ji Liya |
|
Wo Nasha Pi Liya |
|
Kal Nasha Hain Ek Naya Jo, Na Kiya To Kya Jiya |
|
Har Pal Ko Pi Ke Agar Dil Na Bhar Diya |
|
Subah Subah Ye Kya Huva |
|
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon |
|
Nayi Subah Nayi Hava |