|
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah |
|
Dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha |
|
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah |
|
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha |
|
Kaisa nasha mujhpe chadha .. |
|
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan |
|
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan |
|
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon |
|
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan |
|
Chaahungi main yuhin tujhe bepanha |
|
Haan tujhko khushi sa labho pe saja loon |
|
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah |
|
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha |
|
Kaisa nasha mujhpe chadha .. |
|
Roop hoon teri dhoop hoon |
|
Tu suraj hai mann ka mere |
|
Ya ghani main hoon roshni |
|
Ab chalte hoon dhalte hoon tujhko hi |
|
Haan mere ik pehar, tu kahe thehar |
|
Toh jaaon nagar se tere |
|
Har ghadi mushkilon bari |
|
Kyun lagti hai jo bhi badalti hai bin tere |
|
Tu mile toh silsile, ho ho shuru jo hai khuda ki raza |
|
Tere bina hai zindagi bemaza |
|
Tu mil jaaye toh main jahan se chhupa loon |
|
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan |
|
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan |
|
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon |
|
O bekhabar |
|
O pyaar bhi yun kabhi kabhi |
|
Kar deta pareshaaniyan |
|
Har jagah wohi woh lagey |
|
Woh aashiq anari jo dil de ke leta |
|
Ya paas bhi ho woh door bhi |
|
Yeh kyun ho woh batlaaye na |
|
Dil darre minnate kare |
|
Ab usko yeh bolo ke aaye toh jaaye na |
|
Bewajah, agar ho pata, kya hai yahi dil ki khata ki saza |
|
Khud mein hi main, hoti hoon kyun laapata |
|
Main janu na iss dil ko kaise sambhalun |